Aaj ke is article me hum aapke laaye hai kuch aisa topic jiske baare me pata karne me aapko apne bank ke bhut chakker lagane pad sakte hai.
Jab bhi aap Internationally kisi bhi parkar ki payment transition karte ho ya phir aap kisi bhi Ad network se chahe wo RevenueHits, Chitika, Infolinks, UC Union etc ho.
Wo aapse aapke bank ka Swift Code magte hai, jisse ki wo aapke bank me currency rupees me convert karke transfer kar sake.
Lekin Swift Code zaada tar bank me kaam karne walo ko bhi nhi pata hota, aise me aap bhut preshaan ho jaate hai. Agar aap aise hi halaat se gujar rahe hai toh hum aapke liye lekar aaye hai is problem ka bhut hi simple solution
Toh chaliye shuru karte hai :
Swift Code kya hai ?
Swift Code Business Identifier Codes (BIC) ka hi ek advance roop hai, ye bank aur financial institutions ko duniya bhar me pehchane me help karta hai, ye batata hai ki aapka bank kaha par aur kis organization ko belong karta hai. Ye codes banks to banks online money transferring ke kaam me aata hai, khass tor se international wire transfers or SEPA payments me.
Swift Code kaise dekhe :
Swift code dekhne ke liye sabse pehle apne Google Search Engine me Bank Swift Code likh kar search kare.
Search karne ke baad jo sabse pahli website aapke samne aaygi, www.ifscswiftcodes.com par aapko click karna hai.
Website par click karne ke baad aapke samne Website ka Home Page open ho jayga, jisme bhut se continant ke country ke naam diye hue hoge, aapko Asia wale portion me India ko dekh kar us par click karna hai.
Jaise hi aap India par click karte ho toh aapke samne ek form khul jayga, jisko aapne bilkul sahi sahi fill up karna hai.
- Country Name : India
- Bank/Institution : Jis bank ka aapko swift code dekhna hai.
- State : Apna state likhiye
- City : Apni City
- Branch : Bank ki jis branch ka swift code aapko pata karna hai wo likhiye.
Form fill up karne ke baad aapke samne aapki branch ka swift code show ho jayga.
Dekha hai na bilkul asaan na kisi parkar ki tension aur sirf 2 minute se bhi kam me aapne apne bank ki branch ka swift code dekh bhi liya.
Aapko humra ye article kaise laga, hume neeche comment box me likh kar zaroor bataye.
Aap humre is article ko apne dosto ke sath bhi share kar sakte hai.
Thank you,
Aman Chauhan says
Badia Jaankari.. Sir
Lucky says
Sir mere tablet mai 1 problem hai vase to mai Jada aap nhi h lekin jab mai apna net on karta hu tab ajib tarike se tab mai problem ho ja ti h jase net on hone pr aapne aap aap download aur install ho jati h aur tablet Puri tarike se kam nhi karta h Sir mujhe khud nhi samaj nhi aarha h ki kya hota h
Sir please aap meri Help kijie
Sunny Singh says
Aapne shyaad Google play store me auto update laga diya hoga. Toh sabse phele aapko disable kare. umeed hai ki aapki problem isko karne se door ho jaygi.
Lucky says
Sir aap ne jo bataya besa nhi h Sir play store mai bhi auto Update nhi chalu h sir bhot Jada
badi problem h tablet mai sir jese hi net on hota h vrse hi system Update aur cc cleaner jase aaps download aur aapne aap install hone lagti h aur tablet sahe se kam nhi karta h kuch bhi tuch karo vo chalu hoke bnd ho jata h jab tak mai net bnd na kar du tab tak ye sab chalta rheta h Sir ye problem bhot hi Jada presan kar rahi h
Sunny Singh says
Aap ek kaam kijiye apni tab ko ek baar reset karke dekh lijiye, phir bhi yadi nhi sahi hota hai, toh iska software dobra reinstall karna pdega.
Lucky says
Sir aap ne jo bataya besa nhi h Sir play store mai bhi auto Update nhi chalu h sir bhot Jada
badi problem h tablet mai sir jese hi net on hota h vrse hi system Update aur cc cleaner jase aaps download aur aapne aap install hone lagti h aur tablet sahe se kam nhi karta h kuch bhi tuch karo vo chalu hoke bnd ho jata h jab tak mai net bnd na kar du tab tak ye sab chalta rheta h Sir ye problem h
Lucky says
Sir tab mai ye problem kese aai aur tab ko mai service center mai lejakar thik karna hoga sir aapko kese is problem ka pata cala
Sunny Singh says
Apne apni problem nhi batayi, pehle toh aap apni problem bataiye ki aapki samsya kya hai.
Rahul says
Sir custom rom kebal rooted phone mai hi install Hoti h ki nhi Sir
Agar hoti h to mene you tube ke video mai rom install ke video mai unka phone root h ya nhi
Us mai ye to nhi batate h
Leki vo apne phone ko of kake recovery mai lejakar zip file ko install karke new rom ko intall kar lete h Sir ye shi h
Sunny Singh says
Nhi jo sakti
Rahul says
Plz Sir bataye
Rohit says
Sir pc se mujhe apne pendrive mai aap ko dalna h kase dalu
Sunny Singh says
App ko copy karke pendrive ka option ko open karke uske ander paste kar sakte hai.
Rohit says
Sir phone ko system Update karne mai 25o mb ka size ata h sir kya itna hi system Update ka size hata h kya ise Jada nahi hota h sir 6.0 mai Update phone ka karna h uske liye itna h size hota h
Sunny Singh says
Iska size zaada ho sakta hai.