Humne Apne Pehle Articles me aapko 2000 aur 5000 se kam ke Best mobiles ke baare me btaya tha umeed karte hai ki aapko un articles se bhut madad mili hogi. Toh aayiye aaj hum dekhege aur 5000 se 8000 tak ke best mobile jo ki apni range ke best mobile hai. Lenovo A6000 Plus […]
Apne Mobile ko Virus Mukt rakhne ke tarike
Apne Android phone ko virus free rakhna bohot jaroori hai, kyoki hackers hamesha kayi naya virus banakar aapki private information nikalne ki koshish karte rehte hai. Lekin aap kuch aasaan se tarike lagakar apne mobile ko virus ke attach se bacha sakte ho. Android Phone ko Virus se bachane ke tarike Neeche diye gaye kuch […]
Top Mobile Below 5000 in India !
Humne Apne Pehle Article me aapko Best Mobile 2000 ke baare me bataya tha. Ab is Article me hum aapko 5000 Rs ke Neeche ke best mobile ke baare me vistar se btayege. Jisse ki aapko bazaar me mobile khridne jaane se pehle in Reviews ki help se Mobile khridne me bhut help milegi. Toh […]
Top 10 Mobile Below 2000 Rupees in India
Aaj ke yug me Mobile Phone humari bhut badi zarurat ban gaya hai. Mobile Company bhi aaj kal mobile phone sab trah ke vayktiyo ko dhyaan me rakh kar bana rahi hai. Jisse ki samaj ka koi bhi varg(Category) isse vanchit na rahe. In sabhi baato ko dhyaan me rakh kr humne ek new series […]
2G, 3G, 4G Mobile Recharge aur Internet Plans Kaise Pata Kare
Maine apne pichel article mai 3G aur 4G mai farak bataya tha. Kuch log ye jaanna cah rahe the ki mobile ke internet plans kon konse hai ya phir recharge kitne ka karaye. Ab ye baat mujhe to pata nahi kyoki mai to ek hi company ka SIM use karta hun, Log bhi customer care […]