Hum sabhi log 3D video dekhne ke liye Cinema hall jaate hai, lekin har roz bahar movie dekhne nahi jaa sakte aur na hi roz roz 3D movies release hoti hai. Upar se 3D movie dekhne ke liye hume mehngi ticket bhi leni padti hai. Acha hota ki hum apne laptop ya computer par hi 3D […]
Apne Computer ki Screen Share Kijiye in Apps Dwara
Kya aap kisi ko apne computer ki ko internet dwara apne screen dikhana cahte hai, ya phir kisi dost ke computer ko door bethe control karna cahte hai? Ye sabh sambhav hai screen sharing apps dwara, screen sharing aap dwara aap dunia ke kisi bhi kone mai bethe vyakti ko apne computer ki screen dikha […]
PDF ko compress karne ke liye Top 3 online Apps
Portable Document Format yani ki PDF internet par bohot famous hai, bohot si colleges aur government ki websites form fill karne ke liye aapko apne documents scan karke attach karne ko kehte hai. Lekin upload karte samye un website par kuch 200kb ya 300kb ki limit hoti hai. Is article me hum kisi bhi PDF […]
Computer par dekhe apne Mobile ke SMS
Facebook par chatting to shuru se computer dwara ho hi jati hai. Kuch dino pehle WhatsApp ne bhi apne whatsapp web feature nikal kar computer se chatting karna sambhav kar dia tha. Lekin SMS ka kya, Kya Mobile par aaye SMS ko computer dwara dekha aur send karna sambhav hai ? Agar aisa ho jaye […]
Rapid Typing Tutor Mai Hindi Kaise Chalaye
India ka youth is samye sabse jada Government jobs ki hi tyari kar raha hai. Government job me apply karne ke liye kahi saare exams hai jinhe clear karne ke baad hi Government job mil sakti hai. Exams jaise ki SSC, Bank PO, etc. Lagbhag har Government job me Hindi ya English Typing test clear […]