Aapki Sabhi services Gmail se lekar YouTube Google account ka istemaal karti hai, hum kabhi kabhi ise Gmail account kehte hai lekin asal me ye Google account ki ID hoti hai jisse hum Gmail chalate hai. Agar aapne seekhte seekthe kayi sare Google accounts bana liye hai, ya aap Google account kisi wajha se delete […]
Facebook Page Kaise Banaye
Agar aapke pass Facebook page nahi hai to shayad aapko Facebook ki takat ka andaja nahi hai. Facebook Fan page se aap apni website par bhot jada traffic la sakte hai aur paise kama sakte hai. Aur India me Jadatar log Facebook ko hi use karte hai. Badi Badi companies se lekar Bollywood ke actors tak, […]
Facebook ka Password Bhul Gaye? Janiye kaise reset kare
Agar aap apni Facebook Id ka password bhool gaye hai ya aapki Facebook Id ka password kho gaya hai to tension mat ligiye, aap apni Facebook Id ka password bohot aasani se reset (dobara se set) kar sakte hai. Facebook Id Password Kaise Dhunde ? Facebook Id password dhundna bohot hi aasaan hai. Sabse pehle […]
Facebook Par Profile Picture Kaise Badle
Aapki profile picture aapko dosri Facebook profile se alag dikhange ke liye hoti hai, agar apko koi dost Facebook par add karna cahata ho to use aapke naam ke kayi log mil sakte hai, apki profile picture aapko ek hi naam wale baki logo se alag karegi. Profile picture change karne ke liye ye sunishchit […]
Facebook par Id kaise banti hai
Maine apne pichle article mai apko ye bataya tha ki facebook kya cheez hai. Aaj mai apko batane ja raha hun ki Facebook par account kaise banate hai.
Bohot assan hai FB account banana, bas account banane se pehle aapke pass email id honi cahiye. Aagar aap janna cahte hai ki email id kese banani hai to yaha click kare, aur jab aapki email id ban jae to iss article mai aap age bhad sakte hai.
- « Previous Page
- 1
- …
- 6
- 7
- 8
- 9
- Next Page »