Do scenes ho sakte hai. Ya to aapka ek aur Facebook account hai ya phir aapke kisi dost ko aapke computer me Facebook chalana hai. Dono cases me aapko doosra Facebook account chalane ke liye pehla Facebook account logout karna padhta hai. Is post me mai aapko dono cases ke liye alag alag solution batauga. […]
Apne Computer ki Screen Share Kijiye in Apps Dwara
Kya aap kisi ko apne computer ki ko internet dwara apne screen dikhana cahte hai, ya phir kisi dost ke computer ko door bethe control karna cahte hai? Ye sabh sambhav hai screen sharing apps dwara, screen sharing aap dwara aap dunia ke kisi bhi kone mai bethe vyakti ko apne computer ki screen dikha […]
PDF ko compress karne ke liye Top 3 online Apps
Portable Document Format yani ki PDF internet par bohot famous hai, bohot si colleges aur government ki websites form fill karne ke liye aapko apne documents scan karke attach karne ko kehte hai. Lekin upload karte samye un website par kuch 200kb ya 300kb ki limit hoti hai. Is article me hum kisi bhi PDF […]
Computer par dekhe apne Mobile ke SMS
Facebook par chatting to shuru se computer dwara ho hi jati hai. Kuch dino pehle WhatsApp ne bhi apne whatsapp web feature nikal kar computer se chatting karna sambhav kar dia tha. Lekin SMS ka kya, Kya Mobile par aaye SMS ko computer dwara dekha aur send karna sambhav hai ? Agar aisa ho jaye […]
File ko Recycle Bin me bheje bina Permanently Delete Kare
Agar aap computer par bohot kaam karte hai to aap File ko delete toh karte rehte hi hoge. Problem ye hai ki File computer se delete karne ke baad recycle bin me pohuch jaati hai aur phir hume dubara jaa kar waha se delete karni padhti hai. Bohot samye bachega agar File seedhe Permanently delete […]