Agar aap apne compter ya mobile ke important data jaise ki Photos, recording, documents ko kisi private jagha par surakshit rakhna cahte hai, aur fir aap cahte hai ki ye private files aap duniya ke kisi bhi kone se kabhi bhi prapt kar sake to aapko Dropbox ki jaankari honi bohot jaroori hai. Dropbox kya hai […]
Skype id Kaise Banaye
Aap me se kayi logo ne Skype ke baare me suna hoga, aur bohot se log ye janna cahte hai ki Skype kya cheez hai aur iska kya use hai. Is post mai hum Skype account banane ka tarika seekhege. Chalo pehle jaante hai ki…. Skype Kya Hai? Skype ek software hai jiske dwara aap […]
Facebook Par Kisi Ko Block Kaise Kare
Aagar aapko koi Facebook par pareshan kar raha hai to aap us vyakti ko hamesha ke liye block kar sakte hai. Block krne ke baad na to vo vyakti apki id dekh payega, na aapki photos. Facebook me kisi ko block karna bohot hi aasaan hai. Facebook par block karne ka tarika Step 1: Privacy […]
Facebook par Id kaise banti hai
Maine apne pichle article mai apko ye bataya tha ki facebook kya cheez hai. Aaj mai apko batane ja raha hun ki Facebook par account kaise banate hai.
Bohot assan hai FB account banana, bas account banane se pehle aapke pass email id honi cahiye. Aagar aap janna cahte hai ki email id kese banani hai to yaha click kare, aur jab aapki email id ban jae to iss article mai aap age bhad sakte hai.