Agar aap Internet par pehli baar website bana rahe hai, aur aapko free me blog ya website banani hai to Blogger se bhadia koi aur platform nahi hai. Iske wajha ye ho sakti hai ki Blogger google ke dwara banaya gaya hai. Is article mai hun seekhege ki Blogger par blog kaise banate hai. Dhyan […]
Blog aur Website mai kya farak hota hai
Agar aap aksar internet ke baare me padhte ho to aapne pakka kahi na kahi blog ya website ka jikar hote to jaroor dekha hoga. Kayi logo ko website banane me interest hai aur kahi log Internet par blog banane ke tarike dhundte rehte hai. Lekin bohot se logo ko ye nahi pata ki Blog […]
Email Mai File Attach Kaise Karte Hai
Email ka kaam jaroori messages bhejna hai, par Email jadatar Files ya Photos jaisi cheeze bhejne ke kaam aata hai. Par jin logo ke paas naya email account hai unhe shayad emails ke sath file attach karne ke bare me kam pata ho. Is guide me mai aapko Email ke sath File Attach karne ke […]
Email Kaise Bhejte Hai (Files Ke Sath) Gmail Ke Dwara
Email Id kayi kaamo me use aati hai, aur lagbhag sabhi log ise lagatar use karte hai, chahe wo Files bhejna ho, office ka kaam bantna ho ya apna Facebook account kholna. Par hum me se kayi log aise hai jinhone Gmail par naya account banaya hai aur abhi unhe nahi pata ki Gmail se […]
Ek Accha Email Kaise Likhe
Agar aap office me kaam karte hai to aapko roj kayi saare Emails aate hoge. Lekin agar aapne nayi-nayi Email Id banayi hai aur aapko bas kabhi-kabhi Email ki jaroorat padti hai to shayad aapko sahi tareeke se Email likhna nahi aata hoga. Ye bhi ho sakta hai ki aap kisi company me job ke […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 53
- 54
- 55
- 56
- 57
- …
- 59
- Next Page »