Google jab website ko front page par dikhata hai to wo kayi baato ko dhyan me rakhta hai jaise ki aapke articles ki quality, aapke Social Media par followers. Google ab aapki website ki ranking ke liye Page Speed yani ki kis raftar se aapki website load hoti hai usko bi manta hai. Aur ye […]
Blogger Blog Post Mai Location Kaise Daale
Blogger ke post editor me post likhte hue aapke ek location ka option dekha hoga, kya aapko pata hai ki is option ka kya matlab hai? Agar aap ek Blogger ki life ji rahe ho aur travel karte hue India ke alag alag sehro se posts likhte ho to ye Location feature aapke liye bohot […]
OTP (One-time password) kya hota hai
Online Verification, Login ya Online Banking karte hue kayi websites aapse OTP mangti hai. OTP ka matlab hai One-time Password. Ek aisa password jo sirf ek baar hi (login, transaction, verification) ke liye use ho sakta hai. OTP ka fayada ye hai ki isse aapka account secure rehta hai. Mai aapko SBI ka udharan deta hun. […]
Laptop ki Battery Life Bhadane Ke Tarike
Hum laptop isliye kharidte hai ki hum free hokar kahi se bhi kaam kar sake. Lekin aisa ho nahi pata kyoki humare laptop ki battery hamesha hamara sath nahi deti. Laptop ki details me to likha hota hai ki laptop 3-4 ghante chal sakta hai, shuru shuru mai to laptop acha backup deta hai, lekin kuch […]
Chrome Ke Browsing Tabs Mai Numbers Add Kare
Kabhi kabhi hum apne browser me itne saare tabs khol lete hai ki hum ek se doosre tab me jaane me bohot pareshani hoti hai. Hota hoga aapke saath bhi 😉 Jaldi se ek se doosre tab me jaane ke liye chrome hum ek shortcut deta hai. Maan lijiye aap ke brower me kahi saare […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 38
- 39
- 40
- 41
- 42
- …
- 59
- Next Page »