Aap Internet par surfing kar rahe the, achanak aapko ek website dikh gayi jo aapko laga ki bohot kaam ki hai. Ya phi koi aisa article dikh gaya jo aapne socha ki bohot bada hai, chalo baad me padhege. Aise websites ko aap kaise sambhalege ? Kya aap isko kahi par likhege? Is article me […]
3 Websites Facebook Cover Photo Banane ke Liye
Facebook cover photo aapki facebook profile par aapki personality darshati hai. Aur agar aapka business hai to ek accha cover hona aapke liye bohot jaroori hai. Lekin problem ye hai ki bohot se logo ko cover design nahi karna aata, apne aapse ek accha cover design karne ke liye Photoshop ya coral ki jaankari hona […]
Ek Computer mai Do Facebook Accounts Kaise Chalaye
Do scenes ho sakte hai. Ya to aapka ek aur Facebook account hai ya phir aapke kisi dost ko aapke computer me Facebook chalana hai. Dono cases me aapko doosra Facebook account chalane ke liye pehla Facebook account logout karna padhta hai. Is post me mai aapko dono cases ke liye alag alag solution batauga. […]
Apne Computer ki Screen Share Kijiye in Apps Dwara
Kya aap kisi ko apne computer ki ko internet dwara apne screen dikhana cahte hai, ya phir kisi dost ke computer ko door bethe control karna cahte hai? Ye sabh sambhav hai screen sharing apps dwara, screen sharing aap dwara aap dunia ke kisi bhi kone mai bethe vyakti ko apne computer ki screen dikha […]
Android Phone par Auto Updates Kaise Band Kare
Android mobile par har din kisi na kisi app ki update aati hi rehti hai. Agar aap apne Android Phone ko 3G data pack par chalate hai to aapko apne android phone ki Auto updates band kar deni cahiye, Nahi to aapka data aapko bina pata lage gayab ho jayega. Bohot se logo ko is […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 31
- 32
- 33
- 34
- 35
- …
- 59
- Next Page »