Vikas Plus

  • Basics
  • Blogger
  • Mobile
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Hinglish
  • हिन्दी

International yoga day 2016 SMS, Quotes and Whatsapp messages in hindi

June 21, 2016 By Sunny Singh

Aaj 21 June hai, Lekin shyad aap soch rahe hoge ki isme khass kya hai ? Lekin yaha mai aapko btana chahta hu ki ye tarik bhut khass hai.

Aaj hi ki din 2015 me humare Prime Minister Horn’able Mr. Narendra Modi Ji ne United Nations ke samne 21 june ko International yoga day  manane ka ek proposal diya tha. Jisko baad me United Nations ne accept kar liye tha. Joki humare desh bharat ke liye bhut garv ki baat hai.

Aaj duniya ke viksit desho ke scientist bhi Physically aur Mentally body ko fit rakhne ke liye yoga ki importance ko maan chuke hai. Yoga ke janmdaata Maharishi Patanjali thy, lekin lekin aadunik kaal me yoga ko desh me aur videsho me falaane walo me Baba Ramdev ka naam bhut mahtavpurn hai.

Aap me se bhut se log shyed ye bhi nhi jaante hoge ki yoga ki matlab kya hota hai, aur isko krne se kya kya fayde hote hai ?

Toh aaj hum aisi hi kuch baato ke baare me aapko jaankari dene ki kosis karege.

Yoga kya hai ?

Yoga ko Dharm, Astha aur Andhviswass se pre ek sidha sa science mana jaata hai, jo ki hume jeene ki kala seekhata hai. Ise ek poorn chikitsa theory ke roop me bhi dekha jaata hai. Yoga ke baare me kaha jaata hai ki ye vaykti ko sabhi dharmo se mukt karke, ek saral rah dikhata hai. Jis tarh se parvato me Himalaya best hai, waise hi samast darshno, vidhiyo, nitio, niymo, dharmo me yoga best hai.

Yoga kya hai ( Detail me ) 

yoga-pics

Yoga ke faayde :

  1. Yoga ko karne bajaye zaadatar humare yuva gym ko zaada importance dete hai. Unka manna ye hai ki gym karne se hum zaada fit rah sakte hai. Lekin ye baat sahi nhi hai, kyuki gym aapki body ko zaada kathor (hard) bana deti hai, jisse aapki body flexible nhi rahti, jiska aapko age ke sath bhut nuksaan ho sakta hai. Yoga karne se aapki body fit aur flexible rahti hai, jiska aapko daily life me bhut faayda hota hai.
  2. Yoga karne se censer, kidney, lungs, paralysis etc jaise ghambhir bimario ki roktham aur ilaaz bhi sambhav hai.
  3. Yoga karne se aapki immunity power bhi badh jaati hai jisse aap kam bimaar padte hai.
  4. Isme aapko koi zaada mehnat karne ki bhi zarurat nhi hai bas aapko sahi direction se din me kuch hi mint. (10-20) karke iska laagh le sakte hai.
  5. Agar aapko sirf daily fit rahne ke liye yoga karna hai toh aap sirf, Paranayaam aur Sirshasaan ko sahi tarike se karne se fit rah sakte hai.

Yoga whatsapp Quotes :

You cannot do yoga. Yoga is your natural state. What you can do are yoga exercises, which may reveal to you where you are resisting your natural state.

जब सांसें विचलित होती हैं तो मन भी अस्थिर हो जाता है।  लेकिन जब सांसें शांत हो जाती हैं , तो मन भी स्थिर हो जाता है, और योगी दीर्घायु हो जाता है। इसलिए , हमें श्वास पर नियंत्रण करना सीखना चाहिए।

You cannot always control what goes on outside. But you can always control what goes on inside.

जब तक आपने अभ्यास नहीं किया है , सिद्धांत बेकार है।  अभ्यास करने के बाद, सिद्धांत ज़ाहिर है।

A photographer gets people to pose for him. A yoga instructor gets people to pose for themselves.

अपवित्र विचारों से एक व्यक्ति को चरित्रहीन बनाया जा सकता है, तो शुद्ध, सात्विक व पवित्र विचारों से उसे संस्कारवान भी बनाया जा सकता है

The most important pieces of equipment you need for doing yoga are your body and your mind.

हमारे सुख-दुःख का कारण दूसरे व्यक्ति या परिस्थितियाँ नहीं बल्कि हमारे अच्छे या बूरे विचार होते हैं.

Yoga teaches us to cure what need not be endured and endure what cannot be cured.

बिना सेवा के चित्त शुद्धि नहीं होती और चित्त शुद्धि के बिना परमतत्व की अनुभूति नहीं होती.

Inspirational Quotes about yoga by legendary  :

  1. Better indeed is knowledge than mechanical practice. Better than knowledge is meditation. But better still is surrender of attachment to results, because there follows immediate peace – Bhagavad Gita
  2. “Yoga is the perfect opportunity to be curious about who you are.” – Jason Crandell
  3. The world is the gymnasium where we come to make ourselves strong – Swami Vivekananda
  4. Meditation brings wisdom; lack of mediation leaves ignorance. Know well what leads you forward and what hold you back, and choose the path that leads to wisdom – Buddha(One of the best Inspirational Yoga quotes)
  5. Yoga is a light, which once lit, will never dim. The better your practice, the brighter the flame. B.K.S Lyengar
  6. Yoga is the fountain of youth. You’re only as young as your spine is flexible. Bob Harper
  7. By embracing your mother wound as your yoga, you transform what has been a hindrance in your life into a teacher of the heart. Phillip Moffitt
  8. Yoga is 99% practice and 1% theory. Sri Krishna Pattabhi Jois
  9. Blessed are the flexible, for they shall not be bent out of shape. Unknown
  10. Yoga is the practice of quieting the mind. Patanjali

Whatsapp quotes wallpaper :

 

001
002
003
004
005
006
007
008
009
010
011
012

Hornable Prime Minster Mr. Narendra Modi Ji ke Yoga ke baare me Vichaar :

Toh ye thi kuch baatin, jisse ki aapko pta chal sake ki yoga kitna important hai humari life me. Aaj kal busy daily life me apne aapko fit rakhna ek badi chunouti hai, aur iske liye yoga se accha koi sadhan nhi ho sakta, kyuki ye kahi par bhi kiya ja sakta hai, aur yoga kuch hi minto me aapko bhut acche result de sakta hai.

Asha karte hai aapko humara ye article pasand aaya hoga, aur aapka yoga ke baare me nazriya badla hoga. Toh aayiye aaj se ye desicion lete hai ki hum sab abhi se daily yoga kiya karege aur logo ko bhi isse hone wale faaydo ke baare me batayge.

Dhanywaad,

Filed Under: Basics Tagged With: social, update

Comments

  1. Murari Kumar says

    June 21, 2016 at 6:38 pm

    sir apka monthly kitna pageviews hota hai.

    Reply
    • Sunny Singh says

      June 22, 2016 at 2:31 pm

      Abhi Itna zaada nhi hai kam hi hai.

      Reply
  2. Himanshu says

    June 21, 2016 at 8:28 pm

    Nice post bro. Bro kya aap mujhe mera blog check karke bata sakte ho please usme kya kamiya hai

    Reply
  3. Murari Kumar says

    June 22, 2016 at 11:02 pm

    [Vikas Plus – Aasaan Hindi Mai Seekhe Aur Vikas Kare ] ye title apne kese likha mera title show hi nahi kar raha hai kya karu

    Reply
    • Sunny Singh says

      June 23, 2016 at 10:28 am

      website ke head ke title me jakar add kar sakte hai.

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

  • Facebook
  • Google+
  • Twitter
  • YouTube

Vikas Plus Search Kare

Categories

  • Adsense
  • Affiliate Marketing
  • Basics
  • Blogger
  • Business
  • Collection
  • Computer
  • Email
  • Government
  • Guest Post
  • Internet
  • Make Money
  • Mobile
  • SEO
  • Social Network
  • Web Browsers
  • Web Design
  • Wordpress
  • YouTube

Copyright © 2025 · Vikas Plus Media

  • Privacy Policy
  • About Us
  • Contact