Email Id kayi kaamo me use aati hai, aur lagbhag sabhi log ise lagatar use karte hai, chahe wo Files bhejna ho, office ka kaam bantna ho ya apna Facebook account kholna. Par hum me se kayi log aise hai jinhone Gmail par naya account banaya hai aur abhi unhe nahi pata ki Gmail se Email Kaise karte hai. Agar aap un logo me se hai to ye article aapke liye hai.
Email bhejna bilkul chitthi bhejne jaisa hai, Bilkul chitthi ki tarha Email bhejne ke liye hume pehle se kuch cheeze cahiye hoti hai, wo hai:
- Jisko Email bhejna hai uska Email Address
- Email kis bare me hai, matlab Email ka subject
- Aur Email me kya sandesh likhkar bhejna hai uski jankari
Ye teeno cheeze Email bhejne ke liye jaroori hoti hai.
Email Banane ke Steps:
1. Sabse pehle apne Gmail accaunt me login karo.
2. Login karne ke baad Left side me ek lal range ka button hoga, jispar “Compose” likha hoga. Us button par click kare. Hindi me compose ka matlab “likhe” hota hai.
3. Click karte hi neech ek box khulega jisme aapko wo teeno cheeze dalni hai
- Sabse pehle Jisko Email bhejna hai uska Email Address bhare
- Doorse Field me apne Email ka vishye matlab subject dale
- Teesre badi field me aapko jo bhi sandesh ya message bhejna hai wo bhare.
- Poora email banae ke baad Send par click kare aur Email bhejde.
Dekhiye is Email me maine kis tarha Details bhari hai. Ab jab maine send par click kiya to upar ek message se mujhe pakka hogaya ke email send ho chuka hai.
Bohot simple hai Email bhejna, Agar aapko apna resume ya koi File bhi Email ke sath bhejne hai to me apne agle article me aapko batauga ki Gmail ke sath File kis tarha attach karte hai.
Agar aapka is article ko padne se kuch fayada hua to aise hi aur articles ki jankari ke liye hume Facebook par Like kare. 🙂
Thank You :
ye bhi padhe:
- Ek Accha Email kaise likhte hai ?
- Email me file kaise attach karte hai ?
- Yahoo mail par ID kaise banate hai ?
Arvind says
Hai mai Arvind
Parag phukan says
Hellow gd muje web site bonaneka tarika sikhna he apse
Sunny Singh says
Ye service paid hoti hai agar aapko free me sikhni hai toh aap youtube se tutorial dekh kar seekh sakte hai.
Anup kumar says
Thank you bahut badhiya sikhnay ko mila
noushad.ahmad says
Thanks.
Dinesh baghel says
Hello bhai
Vikas Plus says
Hello
Vikas Plus me aapka swagat hai.
Pankaj Bhandari says
hi me pankaj bhandari
Vikas Plus says
hello
vikas plus me aapka swagat hai
SANJEEV BHARDWAJ says
VIKAS BHAI JO APNE BATAYA HAI KI JO DUSARA ARTICAL HOGA SUBJECT KYA LIKHANA HAI THODA DETAIELS ME BATA DO PLEASE PLEASE PLEASE
Vikas Plus says
Subject means ke Email ka subject kya hai, jo email aapne likha hai uska topic kya hai isse kyuki sabse pehle Inbox me subject hi show karta hai. Toh aapka subject bilkul straight to the point hona chahiye
shivakant says
Air force xy grupgroup me mera 75℅ admit card nahi aya
Sunny Singh says
Ye toh aap related source par e-mail karke puch sakte hai.
shivakant says
Mera pooch Passion Pro to be a force y group admit card junior
Sunny Singh says
Plz confirm related source
Tapas kumar roy says
Bahut badia has sir .bahut kuch shikhneko mila hai.Thanks
Sunny Singh says
your welcome
keep in touch
akib says
hay website kaise banate h
Sunny Singh says
Blogger par Free Blog/Website kaise banat hai ?
aap humara ye article padh sakte hai.
anand says
mere email mein file upload nahi hoti
anand says
isme upload karne ka options nahi hain
Sunny Singh says
Is type ka mark aata hai.
kartik says
sir me apko contact karne ki kosis kar raha hu par ho nahi p raha… commant bhi kai bar karta hu par commant ho nahi pata please help me. sir
Sunny Singh says
Aap humne humare Facebook Group me sampark kar sakte hai. ya phir contact.vikasplus@gmail.com par email bhi kar sakte hai.
kartik says
Your email address will not be published. Required fields are marked iska kya mtlb he sir.?
Sunny Singh says
Aapna email abhi sahi se bana nhi hai kuch requirement hogi toh sabse pehle unko poora kijiye.
pappu baitha says
Mera email I’d bangya hai sir jankri dene me liye thanks sir
Azazul Ali says
VIKASH JI apka swagat hai
Azazul Ali says
mast sujhav hai sir ji
raj says
sir scan kese karte hain
Sunny Singh says
Iske liye aapko scanner ko install karna hoga, uske baad aapke desktop par us particular software ka icon bana hua aa jaayga, jis par click karke aap scan kar sakte hai.
Ajay sagar says
my dear brother
Amjad says
Nice I love you india