Mai apna password har 3-4 mahine baad change kar leta hun. Aap soch rahe hoge kyo? Kyoki dunia bhar ke Hacker ya aapke dost wagara, hamesha aapka account kholne ki koshish karte rehte hai, to password change karne se aapka account safe rehta hai. Kabhi kabhi aap apna password kisi ko bata dete hai, tab […]
Aadhaar Card Kaise Download Kare
Agar aapka Aadhaar card aapke address par nahi pahucha ya aapka aadhaar card kahi gum ho gaya hai to ghabaraiye nahi kyoki aap bohot asaani se internet se aadhaar card download kar sakte hai. Online aadhaar card download karna bilkul free hai, aur uski manyata bilkul original card jaisi hi hai. Aadhaar card do tariko […]
Facebook par Id kaise banti hai
Maine apne pichle article mai apko ye bataya tha ki facebook kya cheez hai. Aaj mai apko batane ja raha hun ki Facebook par account kaise banate hai.
Bohot assan hai FB account banana, bas account banane se pehle aapke pass email id honi cahiye. Aagar aap janna cahte hai ki email id kese banani hai to yaha click kare, aur jab aapki email id ban jae to iss article mai aap age bhad sakte hai.
Google Gmail par Email ID ya Account Kaise Banate Hai
Aaj ki tareek mai Email hona bothot jaroori hai, Online Banking, College ke admisson form bharne se lekar Aadhaar Card banate samye tak E-mail Id har jagha jaroori hai. Agar apke pass Email Account nahi hai to aap aaj ke smaye mai peeche reh jaoge kyoki internet ka koi bhi jaroori kaam e-mail id ke bina […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 15
- 16
- 17