Aajkal Internet par lagbhag har cheez uplabdh hai, aur bazaar se kam rate par. Aapne Flipkart ke baare me to suna hi hoga. Flipkart ek Shopping website hai jaha se aap apni jaroorat ki lagbhag har item khareed sakte ho. Flipkart India ki sabse popular website hai, Flipkart dunia ki badi websites jaise ki Amazon […]
Yahoo Mail Par Email Id ya Account Kaise Banaye
Maine aapko apne pichle article mai Gmail par account banana sikhaya tha. Jaise ki maine pehle bhi kaha tha ki Email ID hona bohot hi jaroori hai, Email id ke bina aap internet lagabhag kisi bhi suvidha ka theek use nahi kar sakte. Online banking se lekar job apply karne tak sabhi me Email id […]
Resume aur CV mai kya farak hota hai
Jab hum log naukri(Job) ke liye apply karne jaate hai to hamare haath me ek kagaj hota hai. Is kaagaj ko kayi log Resume bolte hai, kayi log CV aur kayi log is Bio-data bhi bol dete hai. Ab hum me se bohot se logo ko nahi pata ki in teeno me fark kya hai. […]
Hindi se English mai online anuvaad kaise kare
Internet par jadatar cheeze English me likhi hui hai, mai to kahuga ki agar aapko achi english aati ho to Internet par aapke liye bohot se raaste khul jayege. Hum internet se bhi English seekh sakte hai, lekin internet ko chalane ke liye hum thodi bohot English ani cahiye. Internet ka istimall karne ke liye […]
Google Account mai Photo Kaise Upload Kare
Google account me photo lagana bohot kam logo ko aata hai. Kyoki Google ya Gmail me apni profile pic lagane ka koi seedha tarika nahi hai. Humare pass aise bohot se logo ki request aa rahi hai jo apni photo lagana seekhna cahte hai. Profile picture lagana isliye jaroori hai kyoki profile picture aapko baaki […]