Agar aap apne Aadhar card online download nahi kar pa rahe hai, kyoki aapko apne Aadhaar card ka UID ya EID number nahi pata, to aap sahi page par hai. Is article me hum aapko batauge ki Aadhaar card ka UID(Aadhaar Number)/EID(Enrollment Number) internet se kaise nikalte hai.
Android Kya Hai ?
Aapne is Hare rang ke Cartoon ko jaroor dekha hoga, aur shayad aapko pata bhi hoga ki isko hum android kehte hai. Android 2007 me google ne nikla tha, Jab bhi log mobile lene jaate hai wo Android Mobile mangte hai. Lekin bohot kam logo ko Android ke baare mai nahi pata hai. Agar aap […]
WordPress par Facebook comment system kaise lagaye ?
Vikas Plus par seekhne wale jadatar log Facebook par hai to humne socha ki kyona us purane ghise pite comment box ko hata kar Facebook comment system laga diya jaye, Facebook comment system ka ye fayada hai ki logo ko baar baar comment karte samaye Email Id nahi bharni padegi, aur jab koi unke comment ka […]
Facebook Developer Kaise Bane
Facebook developer banner ke baad aap Facebook se related Applications ya games bana sakte hai. Facebook developer banna bilkul Free hai. Kayi badi companies Sirf Facebook Development se hi Lakho Rupeey kama rahi hai. Facebook Developer Kya hai? Aap Facebook ki technology ko apni website ya business ko bhadane ke liye use kar sakte hai. […]
Twitter par Id Kaise Banti Hai
Twitter kya hai ? Twitter ek Bird ka naam hai. Aur isi naam se ek company hai Twitter joki Facebook ki tarha hi ek Social Network hai. Twitter ki khaas baat ye hai ki yaha hum jada lambi lambi status nahi share kar sakte. Twitter mai hum ek baar mai 140 Characters se jada lamba kuch bhi […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 20
- 21
- 22
- 23
- 24
- …
- 34
- Next Page »