Hum laptop isliye kharidte hai ki hum free hokar kahi se bhi kaam kar sake. Lekin aisa ho nahi pata kyoki humare laptop ki battery hamesha hamara sath nahi deti. Laptop ki details me to likha hota hai ki laptop 3-4 ghante chal sakta hai, shuru shuru mai to laptop acha backup deta hai, lekin kuch […]
Chrome Ke Browsing Tabs Mai Numbers Add Kare
Kabhi kabhi hum apne browser me itne saare tabs khol lete hai ki hum ek se doosre tab me jaane me bohot pareshani hoti hai. Hota hoga aapke saath bhi 😉 Jaldi se ek se doosre tab me jaane ke liye chrome hum ek shortcut deta hai. Maan lijiye aap ke brower me kahi saare […]
Page Rank kya hai Aur ise Kaise Bhadaye
Kya aapko jaana hai ki page rank kya hai, isko bhadaye kaise, aur apne blog ya website par jada se jada traffic kaise laye. Is article me mai aapko PageRank ke baare me batauga, aur aap apni website ki page rank kaise bhada sakte hai. PageRank kya hai ? PageRank ek score hai jiske istimaal […]
Facebook Status Update Ko Schedule Kaise Kare
Agar hum apni Facebook profile ko active rakhna cahte hai aur logo par apna trust banana cahte hai to hume apni Facebook profile par din me 2-3 bar kuch na kuch daalte rehna cahiye. Lekin kabhi kabhi aisa hota hai ki time nahi mil pata. Hum is problem ko solve karne ke liye apni posts […]
Facebook Me Birthday Date Kaise Badle
Is chote se article me mai aapko Facebook par Birthday Date badalna sikhauga. Birth Date badalna bohot hi aasaan hai, lekin aap apni date ko sirf kuch hi baar change kar sakte hai. Bar bar birth date change karne se Facebook aapki Date lock kardega, aur aap dubara se date nahi change kar payege to […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 14
- 15
- 16
- 17
- 18
- …
- 34
- Next Page »