Aaj hum apne Mobile series ke ander baat karege, ek aise mobile phone ki jo poori duniya me apni tarah ka pehla phone hai. Jo ki Dual Screen ke sath aaya hai.
Jisme aise features hai jinko dekh kar aap bhi hairaan rah jayge.
Toh chaliye shuru karte hai.
Har baar ki traha LG is baar bhi market ma kuch naya kerta hua nazar aaya hai. LG ne is baar sabhi ko apne new mobile LG V10 se sabko haraniyt me daal diya, or har bar kuch naya karne ki chahat barkarar rakhtein hue market me world ka pehla dual screen mobile LG V10 launch kiya.
Iss mobile me apko vo sabhi khasiyat milegi jo aaj ke time me zaadatar mobile me aap chahtein hai. Bus farak sirf itna hoga ki isme apko dual screen mil rahi hai.
Rs 5,500 se kam me payiye sabse tez mobiel phone !
Pehli screen jisme apko mobile ki sabhi notification va time or battery percentage dekhne ko milegi. Yani ab aap jab bhi kuch important kaam, ya fir game, email etc. use kar rehein hogay to koi bhi msg, email, ya fir game khelte time dekhne ke liye apko screen ko ya game ko pause ya fir home screen pe nahi jana pudega. Bus screen paltiye or time, msg, email, or bhi kisi bhi type ki notification dekhne ke liye dual screen ka use kare.
SPECIFICATIONS
- Screen size:- 5.7
- Camera :-16mp secondry, 5mp front
- RAM:-4GB,
- Internal:-32/64, expandebal 200GB
- Battery:- 3000mAh
- Sensor:-Fingerprint sensor for security
Adhik jaankari ke liye link pe click kare:- LGv10 World 1st Dual Screen Mobile Phone Price and full specification
Agar aapko humara ye article pasand aaya ho ya phir aapke kisi bhi parkar ke sujaav ho toh aap hume neeche diye gaye comment box me bata sakte hai.
Aap hume social media par bhi join karke humse jud sakte hai .
Thank you.
Leave a Reply