Agar aap Hindi me blogging kar rahe hai aur cahte hai ki English samajhne wala vyakti bhi aapka blog padhe to aap Blogger ke Google Translate Gadget kar istimall kar sakte hai, ye toh aapko apne hindi blog ko dunia ki kisi bhi bhasha me convert karne me help kar sakta hai. Hindustan ki sabhi […]
Blogger mai Facebook Like box lagaye
Lagbhag har Website par aajkal aapko Facebook likebox laga mil jaega. Facebook likebox ka ye fayada hai ki aapke Blog par aane wala vyakti aapke blog ko bina chode aapka Facebook page like kar sakta hai. Aur like box par bane cehre dekh kar wo aapka page like karne ke liye aur jada aakarshit ho […]
Blogger Blog Mai Google + Badge/Widget Kaise Lagaye
Google + apko aapki profile ke badge deta hai jo aap apni website par laga sakte hai. Apni website par Google+ badge lagana bohot hi kargar tarika hai apni website par following bhadane ka. Log aapko apne Google + circle me daal sakte hai, jisse ki aapki sabhi posts unko apni profile feed me dikhegi. […]