Hum logo me ek bohot badi kami hai, hum kaam ki baat par kabhi bhi dhyan nahi dete humara dhyan hamesha faltu ki baato me rehta hai. Life me jis cheez par dhyan do wo bhadti hai, lekin humara jada dhyan faltu ki cheezo par hi rehta hai. Zadatar logo ko Kapil Sharma ke baare […]
Internet par kisi bhi Website ko Favorite ya Bookmark kaise kare
Aap Internet par surfing kar rahe the, achanak aapko ek website dikh gayi jo aapko laga ki bohot kaam ki hai. Ya phi koi aisa article dikh gaya jo aapne socha ki bohot bada hai, chalo baad me padhege. Aise websites ko aap kaise sambhalege ? Kya aap isko kahi par likhege? Is article me […]
3 Websites Facebook Cover Photo Banane ke Liye
Facebook cover photo aapki facebook profile par aapki personality darshati hai. Aur agar aapka business hai to ek accha cover hona aapke liye bohot jaroori hai. Lekin problem ye hai ki bohot se logo ko cover design nahi karna aata, apne aapse ek accha cover design karne ke liye Photoshop ya coral ki jaankari hona […]
Web hosting kya hai?
Mujhe pata hai ki aap Web hosting ke baare me jaane ke liye bohot excited hai. Lekin iska jawab aapko tab samajh ayega jab aapko pata hoga ki Internet kya cheez hai. Pata hai? Internet kya hai? Aap jo soch rahe hai wo Internet nahi hai. Internet kar matlab Inter + Net = Interconnected Network. Ek […]
Computer Par WhatsApp Web kaise chalaye ?
Jaise ki aap sab jante hai ki WhatsApp mobile aur tablet me aasani se chal jata hai, lekin bhut se log apne computer par bhi whatsapp ka paryog krna chahte hai. kayi log whatsapp hack ka istemaal karke apne computer par whatsapp ka upyog karte hai. Whatsapp ne apni application ko aur zaada faydemand bnane ke liye official WhatsApp […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 3
- 4
- 5
- 6
- Next Page »