Vikasplus aaj apke liye lekar aaye hai password banane ke kuch asaan tips jisse aap apni important cheezo ke password ko bhut secure kar kar skate ho. Agar aap apne Mail account, Bank account, or ATM ke password ko hackers se buchana chahtin hai to apko in 7 tricks ko zarur follow kerna chahiye….
Apne Browser me se Password ko kaise Delete Kare
Jab hum Chrome browser me koi bhi website par login karte hai to chrome humse uspar Password save karne ke liye poochta hai jisee ki hume dubara dubara password naa daalna padhe. Lekin kabhi kabhi hum galti se koi password save kar dete hai aur hume use saved password ko hatana cahte hai.
Apne Browser mai se Password ko kaise Delete Kare
Jab hum Chrome browser me koi bhi website par login karte hai to chrome humse uspar Password save karne ke liye poochta hai jisee ki hume dubara dubara password naa daalna padhe. Lekin kabhi kabhi hum galti se koi password save kar dete hai aur hame use saved password ko hatana cahte hai.
OTP (One-time password) kya hota hai
Online Verification, Login ya Online Banking karte hue kayi websites aapse OTP mangti hai. OTP ka matlab hai One-time Password. Ek aisa password jo sirf ek baar hi (login, transaction, verification) ke liye use ho sakta hai. OTP ka fayada ye hai ki isse aapka account secure rehta hai. Mai aapko SBI ka udharan deta hun. […]
Gmail ka Password Kaise Change Kare
Mai apna password har 3-4 mahine baad change kar leta hun. Aap soch rahe hoge kyo? Kyoki dunia bhar ke Hacker ya aapke dost wagara, hamesha aapka account kholne ki koshish karte rehte hai, to password change karne se aapka account safe rehta hai. Kabhi kabhi aap apna password kisi ko bata dete hai, tab […]