Jab hum log naukri(Job) ke liye apply karne jaate hai to hamare haath me ek kagaj hota hai. Is kaagaj ko kayi log Resume bolte hai, kayi log CV aur kayi log is Bio-data bhi bol dete hai. Ab hum me se bohot se logo ko nahi pata ki in teeno me fark kya hai. […]
CC aur BCC kya hai, Inme kya farak hai
Aap kayi dino se Email ka istimal kar rahe hai, Lekin aapko shayad abhi bhi Cc ya Bcc ke bare me nahi pata hoga. Nahi pata to seekh lo kyoki ye dono bohot kaam ki cheeze hai. Jab hum Email bhejte hai to hum To field me jise Email bhejna hota hai uska Email address […]