Agar aapne abhi +2 kiya hai aur aap SSC ya kisi bhi competition ki tyaari karna chahte hai, lekin aapki english kamjor hai, toh hum aaj ke apne is article me isi topic par baat karege. Kisi bhi competition exam ke liye aapki english acchi toh honi hi chahiye, jab baat SSC ki aati hai […]
#AskVikas Show Episode – 8 MNC mai Web Design Job, SSC ke liye English Jaroori hai?
Aapka Ek baar phir swagat hai #askvikasshow Episode 8 me. Sabse pehle toh aapka dil se thank you karna chahuga ke aapne mere is show ko bhut pasand kiya. Is show ko launch karne ka mera maksad ye hai ki aap logo ke sawaalo ke jaawaab behtar tarike se de saku. Is show me me […]
Kis ATM me cash hai ? kaise jaane
Pehle kuch dino se ya yu kahe ki 9 November se jab se PM Narender Modi ji ne 500 aur 1000 ke noto par ban lagaya hai, tab se hum sabhi ko paiso ke liye bhut dikkat ka samna karna pad raha hai. Banko me paise exchange karane walo ki toh bheed hai hi sath […]
500 aur 1000 rs note ke baare me jaankari
Aaj vikasplus ke apne is article me hum aapko kuch aisi jaankari dena chahte hai, jo ki aapko 500 aur 1000rs ke note par ban ko lekar aapke sabhi doubt ko kam karne ka kaam karegi. Jaise ki aap sabko pata hai ki kal raat ( 8 Nov 16) ko Bharat ke Pardhanmantri Shri Narender Modi […]
12th ke baad kya karna chahiye
12th ke baad kya kare ? Ye ek aisa sawaal hai, jiska answer aaj kal har 12th passed student dhund raha hai, lekin usko koi proper answer nhi mil pa raha hai. Toh aaj hum aapke inhi swaalo ka jawaab dege, jisse aapko ye samjne me madad milegi ki, aapko aage kya karna chahiye, jisse […]