Kayi saare log comments me ye pooch rahe hai ki unke Facebook page par posts ke neeche Boost Post ya Promote Page likha aata hai. Ye kya hota hai? Agar aap apne Business ko Facebook dwara jaldi se bhadana cahte hai to Facebook ke ye Feature aapke liye kafi fayademand ho sakte hai. Is post […]
Facebook Friend List kaise Hide kare
Facebook par is saal 140 crore profiles ban chuki hai. Problem ye hai ki bohot se logo ki neeji(Personal) zindagi me Facebook dwara problems honi shuru ho gayi hai. Iska ek kaaran hai ki by default (pehle se) hamare profile se jude Facebook friends ki list koi bhi dekh sakta hai. Hume is problems se […]
Facebook Account ka Naam Kaise Change Kare 60 dino se pehle
Agar aapne galti se apni Facebook profile me banate wakt galat naam daal diya hai to tension mat ligiye Facebook par naam change karna bohot aasaan hai. Sabse pehle upar right me diye “Down arrow” par click kare. Usme se setting select kare. Ab jo page khulega usme aapka naam likha huga, us naam par […]
Facebook Page Kaise Delete Kare
Facebook page ko delete karna bohot simple hai, par ek baar page delete ho jaye to wapas nahi aa sakta. Ek aur tarika hai ki aap apne page ko unpublish kar sakte hai, isse aapka page logo ko dikhega nahi aur delete bhi nahi hoga. Aap jab bhi chaho apne page ko wapas publish kar […]
Facebook par Photos ya Album Kaise Upload Kare
Ye baat to manni hi hogi ki hum logo ko cheeze padne se jada cheeze dekhne mai maza aata hai 😀 Aapne khud hi notice kiya hoga ki Facebook par kitne share kari Photos dali jaati hai, yaha tak ki agar kuch likhna bhi hota hai to log use tasvir (photo) me likh kar Facebook me daal […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 3
- 4
- 5
- 6
- 7
- Next Page »