Maine aapke liye ye resource page banaya hai, jisse ki aapki sabhi Blogging karne ki jaroorate poori ho jaege. Jese jese mai apni website ko lekar aage bhadta jauga, wese wese mai is page par nayi nayi cheeze add karta chala jauga.
Is page par Hosting aur Domain ki jaankari bhi hai, jese jese naye naye discounts aate rehte hai, wese wese mai in links ko update karte rehta hun.
In links se Domain ya hosting kharidne se aapko Discount milega.
Sabse jaroori Resouces
Is section me mai aapko ek bhadiya website banane ke sabse jaroori resources bata raha hun. Ye resources mai khud istimaal karta hun aur, apne sabhi friends ko bhi inhi ko use karne ki salha deta hun.
Hostgator: Mai lagbhag apni sabhi websites ko Hostgator par host karta hun. Kyoki Hostgator aapko bohot hi Fast WordPress website setup karne ki facility deta hai, aur Hostgator ka India mai support bhi bohot acha hai. Aapko apni pehli website ke liye Hostgator se hosting kharidne mai hi fayada hai. Isme kuch ese plan bhi hai jime aap ek hi hosting account mai ek se jada Website bana sakte hai. Hostgator ka special VikasPlus Discount paane ke liye Yaha click kare.
Bigrock: Domain name aap kahi se bhi kharid sakte hai, lekin India mujhe Domain names ke liye Bigrock sabse best lagta hai. Esa isliye hai iske Discount offers sabse bhadiya aate hai. Bigrock se domain kharidne ka tarika jaanne ke liye yaha click kare.