Agar aap Facebook par naye hai to apko shayad Facebook cover photo ke bare me na pata ho. Aapko apni Facebook profile ko aur jada akarshak(attractive) banae ke liye usme cover photo lagni cahiye. Ye cover photo apki personality to darshane ke kaam aayegi, jisse ki apke friends ko apke bare me janne ka aur […]
Blogger Blog Mai Google + Badge/Widget Kaise Lagaye
Google + apko aapki profile ke badge deta hai jo aap apni website par laga sakte hai. Apni website par Google+ badge lagana bohot hi kargar tarika hai apni website par following bhadane ka. Log aapko apne Google + circle me daal sakte hai, jisse ki aapki sabhi posts unko apni profile feed me dikhegi. […]
Hindi se English mai online anuvaad kaise kare
Internet par jadatar cheeze English me likhi hui hai, mai to kahuga ki agar aapko achi english aati ho to Internet par aapke liye bohot se raaste khul jayege. Hum internet se bhi English seekh sakte hai, lekin internet ko chalane ke liye hum thodi bohot English ani cahiye. Internet ka istimall karne ke liye […]
Facebook Boost Post Aur Promote Kya Hai?
Kayi saare log comments me ye pooch rahe hai ki unke Facebook page par posts ke neeche Boost Post ya Promote Page likha aata hai. Ye kya hota hai? Agar aap apne Business ko Facebook dwara jaldi se bhadana cahte hai to Facebook ke ye Feature aapke liye kafi fayademand ho sakte hai. Is post […]
Facebook Friend List kaise Hide kare
Facebook par is saal 140 crore profiles ban chuki hai. Problem ye hai ki bohot se logo ki neeji(Personal) zindagi me Facebook dwara problems honi shuru ho gayi hai. Iska ek kaaran hai ki by default (pehle se) hamare profile se jude Facebook friends ki list koi bhi dekh sakta hai. Hume is problems se […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 50
- 51
- 52
- 53
- 54
- …
- 59
- Next Page »