Jaise ki aap sab jante hai ki WhatsApp mobile aur tablet me aasani se chal jata hai, lekin bhut se log apne computer par bhi whatsapp ka paryog krna chahte hai. kayi log whatsapp hack ka istemaal karke apne computer par whatsapp ka upyog karte hai. Whatsapp ne apni application ko aur zaada faydemand bnane ke liye official WhatsApp […]
Blogger mai Facebook Like box lagaye
Lagbhag har Website par aajkal aapko Facebook likebox laga mil jaega. Facebook likebox ka ye fayada hai ki aapke Blog par aane wala vyakti aapke blog ko bina chode aapka Facebook page like kar sakta hai. Aur like box par bane cehre dekh kar wo aapka page like karne ke liye aur jada aakarshit ho […]
Organic search aur Paid search mai kya farak hai?
Jab aap Google ya Bing par kuch bhi search karte ho to aapka search page do tarha ki search result deta hai Organic aur Paid results. Organic search result wo results hai joki search karne wale ki jaroorat ke hisaab se bante hai. Matlab aise results jinhe user dhund raha hota hai. Paid search results […]
Blogger par Favicon Kaise Lagaye.
Jab aap kisi bhi browser me internet use karte hai, to upar tab me chota sa icon bana hota hai, us icon ko Favicon icon kehte hai. Agar aapka blog blogger par hai to upar ek orange color me choto sa “B” bana hoga, ye “B” filahaal ke liye aapka favicon icon hai. Is image […]
Blogger Navbar kya hai aur Use Kaise Hataye
Blogger Navbar kya hai? Blogger kyoki ek free blogging website hai. To blogger wale apne Ad karne ke liye apne jo default templates hai un par sabse upar ek Apne navbar menu laga deti hai. Lekin agar aapko Blog bilkul aisa banana hai ki wo apka hi lage free ka nahi to navbar hata dena […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 49
- 50
- 51
- 52
- 53
- …
- 59
- Next Page »