Aajkal laptop desktop ki barabri kar raha hai. India me log laptop jaada pasand karte hai kyoki yaha light jaane ki samasya bhi rehti hai aur laptop portable hota hai to aap is kahi bhi apne sath lekar jaa sakte hai. Acha ab aapne laptop kharidne ki thaan li hai, lekin confuse hai ki konsa […]
Facebook Ke Shortcuts se Time Bachaye
Agar aap apne computer se Facebook ka regular use karte ho to aap Facebook ke keyboard shortcuts use karke apna time bacha sakte ho. Is article me hum Facebook ke Keyboard Shortcuts ke baare me jaanege. Facebook ke sabse important shortcuts. Jab aap Facebook check kar rahe hote ho to aap sabse jada time apni […]
Web hosting kya hai?
Mujhe pata hai ki aap Web hosting ke baare me jaane ke liye bohot excited hai. Lekin iska jawab aapko tab samajh ayega jab aapko pata hoga ki Internet kya cheez hai. Pata hai? Internet kya hai? Aap jo soch rahe hai wo Internet nahi hai. Internet kar matlab Inter + Net = Interconnected Network. Ek […]
BitTorrent Kya Hai ? Aur Ise Kaise Use Kare
Kya aapne Torrent ke baare me suna hai ya kabhi iske baare me jaan ne ki kosish ki hai ? Is article me hum BitTorrent ke baare me seekhege. BitTorrent Kya Hai? BitTorrent ek peer-to-peer file sharing karne ka tarika hai. Torrent ke use se hum internet dwara apne mobile me files download kar sakte […]
Aadhar Card Ki UID / EID Kaise Nikale
Agar aap apne Aadhar card online download nahi kar pa rahe hai, kyoki aapko apne Aadhaar card ka UID ya EID number nahi pata, to aap sahi page par hai. Is article me hum aapko batauge ki Aadhaar card ka UID(Aadhaar Number)/EID(Enrollment Number) internet se kaise nikalte hai.
- « Previous Page
- 1
- …
- 44
- 45
- 46
- 47
- 48
- …
- 59
- Next Page »