Agar aap apne compter ya mobile ke important data jaise ki Photos, recording, documents ko kisi private jagha par surakshit rakhna cahte hai, aur fir aap cahte hai ki ye private files aap duniya ke kisi bhi kone se kabhi bhi prapt kar sake to aapko Dropbox ki jaankari honi bohot jaroori hai. Dropbox kya hai […]
Google Plus Kya Hai ?
Google Plus, Facebook aur Twitter ye teeno duniya ke sabse bade social networks ke roop me jaane jaate hai. Hum log Facebook, Twitter par jaada dhyaan dete hai, lekin Google Plus ko bhi jaana bohot jaroori hai, kyoki isme kayi saare aise features hai jo aapko kisi aur Social Network me nahi milege. Kehne ko […]
Apne Blog Se Paise Kaise Kamaye 2016
Blogging ek bohot bhadia saadhan hai jisse aap logo se jud sakte hai aur apni baat keh sakte hai. Jaisa ki maine apne pichle article me bhi kaha agar aap logo ko koi value ki cheeze dete hai tabhi log aapko paisa denge. 2015 me blogging sirf ek apne vichar share karne ka ya kisi […]
26 January Whatsapp quotes and wallpaper
Jaisa ki aap sab jaante hai ki 26 January yani ke humara Republic Day aane wala ye bhut khass mauka hota hai har hindustani ke liye ki wo is National Festival ko bhut dhoom dham se manaye aur logo ko apne dosto, ristedaaro ko bhi is festival me shamil kare. Toh iske liye vikas plus […]
Apne Browser mai se Password ko kaise Delete Kare
Jab hum Chrome browser me koi bhi website par login karte hai to chrome humse uspar Password save karne ke liye poochta hai jisee ki hume dubara dubara password naa daalna padhe. Lekin kabhi kabhi hum galti se koi password save kar dete hai aur hame use saved password ko hatana cahte hai.
- « Previous Page
- 1
- …
- 30
- 31
- 32
- 33
- 34
- …
- 59
- Next Page »