Google account me photo lagana bohot kam logo ko aata hai. Kyoki Google ya Gmail me apni profile pic lagane ka koi seedha tarika nahi hai. Humare pass aise bohot se logo ki request aa rahi hai jo apni photo lagana seekhna cahte hai.
Profile picture lagana isliye jaroori hai kyoki profile picture aapko baaki logo ki profiles se alag dikhati hai, is article me mai aapko profile picture lagana sikhauga.
Gmail me profile picture kaise lagaye?
Google ho ya Gmail profile dono par ek hi profile picture kaam karti hai. Google par photo lagane ke liye hamare pass sabse pehle Google plus par profile hona jaroori hai.
Step 1: Google plus par profile banane ke liye sabse pehle plus.google.com par jaye.
Google Plus par jaane ke baad apni Gmail/Google ID se login kare.
password daale
Ab aap apni Google plus profile me login ho jaoge.
Ek from aayega isme apni details daalkar Upgrade par click kare.
Finish par click kare.
Step 2: Upar Right corner me se apni Email id par click kare. Phir Change Photo par click kare.
Apni photo upload kare “Select a photo from your computer” par click karke
Photo select karke Open par click kare
Photo ko adjust karke “Set as profile photo” par click kare.
Bas in do steps me aapki Google profile picture lag chuki hai. Agar aapko is profile picture ko dubara change karna hai to aap apni profile pic ke icon par click karke dubara change kar sakte hai.
Mujhe lagta hai ki ab aapko apne sawaal ka jawaab mil gaya hoga. Agar koi problem aati hai to neeche comment kare.
Aur agar aapko ye article accha laga to humare roj aise article paane ke liye Vikas Plus Facebook Group Join Kare.
Thank you 🙂
Aage Padhe:
Naveen kumar says
Yes
Vikas Plus says
Thank You
Qm Liker says
Hi bro mere pas motorola mobile hy boht hing hota hy agr 1 manth m ose restart lagao to sahi hy ya fr se whi msla kiyo plzzz help me
Sunny Singh says
Iske ander aap kam app download kare aur sirf certify app hi download kare 3 party app nhi, ye apps phone ko slow bana dete hai.
mayank bhargav says
Song mera
atul rajput says
thankyou
Vikas Plus says
🙂
Mohammad Ali says
Thanyou jankati ke liye
Vikas Plus says
your welcome mohammad ali
rahman ansari says
Rahman ansari humko Bhi
banana hai
GksGovinda says
bhai mera gmail par photo nahi lag raha he kuchh karo 7562904849
Vikas Plus says
Article me diye hue steps ko follow kijiye aapka photo zaroor upload ho jayga.
rahman ansari says
Bhai hum bhi banan raha hu
rahman ansari says
Bhai hum KO bhi nahi aata hai
Rohit depale says
Thanks
PRADIP KUMAR says
jankary dene ki liye thanks
rahman ansari says
Bhai hum KO bhi photo lagana Hai. Jankari chahiye
Sunny Singh says
Bhai is article ko follow kijiye, aapka photo profile me lag jaayga.
usha says
profile upload to patahe par google me photo kese dale ye nai bataya aapne..
Vikas Plus says
Pehle apna question clear kijiye ? please
rajesh prajapat says
Rajesh prajapat rajeshprajapat766 @gmail. Com
rajesh prajapat says
Profile uplodupload to patahe parApr google me photo kesekese dale ye nai batayabataya aapne
Vikas Plus says
Google se aapka mtlab kya hai ?
ROSHAN RAJBHAR says
photo kaise dale google profile par roshan rajbhar
Vikas Plus says
Is Article ko padhe humne bataya hua ki kaise picture upload karte hai. Phir agar aapko koi problem hai toh aap hume apne problem likh sakte hai.
Thank you.
Surendrakumarrajpot says
Mobile se google me photo kaise add kare mobile :nokia C 01
Vikas Plus says
Alag Alag mobile ke alag feature hote hai toh iske baare me bata pana shyaad mumkin nhi hai.
Waise computer se karna zaada asaan hota hai.
Sikendar Choudhary says
Email me apne parsnal data kaise save kre
Sunny Singh says
Copy karke use Google drive me save kar sakte hai.
Surendrakumarrajpot says
Surendrakumarrajpoot67@gmail.com
Atul gautam says
Mere mobile se google+ par pic upload nahi ho rahi hai krapiya mujhe jankari email par post kare
Vikas Plus says
Iske liye toh aap apni google + ki ID ko open kar ke right hand side par bane circle me click kijiye aur change icon par click kar ke aap apni profile pic change kar sakte hai.
naushad says
mobile se Google account pr. photo upload nahi.ho pa raha he
help me
Bhoopendra Kumar & B.Kumar says
Gmail me profile picture lagane ki jankari ke liye thanks
Please give me whatsapp no.
My gmail id
bhoopendrakumar886@gmail.com
Vikas Plus says
Aap hume humare facebook group me hume follow kar sakte hai.
ZESHAN ALI says
Thanxxxxxxxxxxxxx
AP KA YEH LASAN DEKH KAR BOHAT ACHA LAGA
Vikas Plus says
Your welcome Zeshan ali
Agar aapko ye post acchi lagi hai toh apne friends ke sath bhi share kar skate hai aur unse bhi ye knowledge provide kara sakte hai.
Satyaveer says
Namaskar Sir mera naam Satyaveer hai
main apna ph0to google pr
lagana charha hoùn plz help me
wo bhi mobile ke jariye
Sunny Singh says
Satyaveer ji
Google services par Images/profile pic desktop me hi change ho sakti hai.
Drigpal Yadav says
Sir main mp3 game me apna photo lagana chahata
satyam says
ha. sir aapye. bataye. kind. sap. ye. site. kaise. banquet. mujhe. is. site. se. love. ho. gaya. hai…….. ……..
naushad says
help me
naushad says
Google account ko signin karne ke bad
childhood friends name likhne ko kh raha he
apna dost ka nam likhte he phir v nahi khulta he wrong bta raha he
help me
naushad says
mobile se aap jante he.ki nahi
Sunny Singh says
Mobile se nhi hogi, agar aapke mobile me crome hai toh usme ID open karke same steps ko follow karke aisa kar sakte hai.
Sunny Singh says
toh usne kisi aur naam se id bana li hogi .
naushad says
hoga ki nahi
naushad says
hoga ki nahi
saurabh says
Mujhe google search engan pr upload krna hai to kaise kare
Plz tell.me
sagarsumesara says
maine id ,password dala lekin detils ka option nahi aata photo assitant vo sab aata hain plzz… help me….
Sunny Singh says
Aap article ko padhiye isme ye zaroor aata hai aur ek baare aap apna email ID aur password check kar sakte hai.
sagarsumesara says
plz… vikas sir help me.. gmail id password sab kuchh redy hai lekin id pe pic n ahi aata plz. mane help karo google plus me profile barata hai lekin pic plz..
.help me… 8128443578 mobile nomber hai sagar sumesara455@gmail.com
Sunny Singh says
Is article ko follow kijiye lekin se sirf desktop par hi hoga. Ya phir aap iske liye apne browser me jakar google.com par change kar sakte hai.
sagarsumesara says
mobile se kaise gmail pic upload karte hai
plz… help me sir or pic change kaise karate hai but mobile se j7 samsung
Sunny Singh says
Aap apne google browser me jakar ye sab kar sakte hai.
N anil says
Bhai muje na googl search karte hi mera pic , video anithing aa jana chahiye iskeliye muje kyakarna hai o likkar muje mere facebook Account par bej dena .
Mera id no. 8286939901
THANQ
sagarsumesara says
bhai muje nahi aata aap mobile se step by step appo gmail ma pic kaise change karate hai sirf mobile se hi and google plus ma profile dikhati hai lekin usame pic change nahi hota pl
Z…. bhai help mee … computer thi nahi sirf mobile se kaise karate hai plz…….. call kariye 8128443578
Sunny Singh says
Mobile se change nhi kar sakte hai, agar change karna hi hai toh apne uc browser me jakr gmail Id open kijiye aur bataye gaye steps ko follow kijiye.
ayan siddiqui says
apne new id log in par to pic upload karna bata diya par jiski googl par already id ho wo kese pic laga sakta h apni gmail profile par yr nahi bata ya
ayan siddiqui says
hello sir pls ans den8
ayan siddiqui says
mene googlr plus pr to profilr pic laga di par ne gmail par pic kese lagau
Sunny Singh says
Agar aapne Google plus par apni pic laga di hai toh wo automatically google ke sabhi account par show honi shuru ho jaygi.
shahrukh Khan says
Jaisa ki sabhi ke sath hota h mobile se pic delete ho jati h aise me ham chahte h ki ham apni pic kahi achhe se store karle jaha se ham jab chahe apni koi bhi store ki gayi pic kabhi bhi prapt kar sake to Google account ya gmail account me kaise save kare
Pls mujhe iska solution bataiye
Sunny Singh says
Google Drive Kya Hai?
Is article ko padh kar aapki sab samj me aa jayga.
vijaykumar says
Mai apani gmail id ka naam badalana chahata hu kaise badalu
Sunny Singh says
Gmail Id ka naam ab change nhi ho sakta
vijaykumar says
Krpya mujhe batae mai naam kaiae badalu
Ashu says
Bhai mene apne blog me pic post ki h ab wo google image me kese dek skte h log mtlb me apni pic ko google image me dekhna chata hu
Sunny Singh says
Jab bhi aap apne article ka naam daaloge toh uper images ke option par click kar dena
SANDEEP says
Mera google+ par pahle profle hai.main kya karu
Sandeep Sharma says
Namskar sir me apna photo goole per lgana chahta hu
plz help
my facebook account.Sandeep sharma
Sunny Singh says
Toh aap is article ko follow kijiye.
parshuram kumar says
bhai mere gmail id pe pic ni lag pa raha hai
please help me bro
mera mob.7068406787 ye facebook no. bhi hai
bhai jaldi help karo
Ram kumar gena says
kya hum android mobile se profile upload kr skte h?
Sunny Singh says
Ji ha bilkul aap upload kar sakte hai.
Pawan K Maurya says
g+ pe photo abhi bhi upload nahi ho raha hai
Rahul kashyap says
Mujhe phone me Gmail account me photo upload karna hai kya karu or kese karu.
Sunny Singh says
aap isme google plus me jakar upload kar sakte hai.
Bhoopesh Roatela says
kya ham androwd mobail se uploud ke se kar
Sunny Singh says
Nhi, ager aapko android mobile se upload karni hai toh aap UC browser me jkar uske ander tab khol kar upload kar sakte hai.
Shamsh tabrez says
Sir mai apne mobile me google plus me jb mai write pe click krte h to usme sari detail bhar dete h tb add photo pr click krte h to usme no album abileble btata h aakhir q jb ke apne phone k album me photo dal rkhe h plz sir jwab do
Sunny Singh says
Aisa toh kuch nhi hota hai aap uska screen shot humko send kijiye hum dekhte hai ki kya problem hai.
Shamsh tabrez says
Sir kya screen short maine kuch samgha nhi
Sunny Singh says
Jaise ki aap apne mobile phones me screen shot lete ho thik waise hi.
sagar sumesara says
whats app ke sare video photo direct kaise sd card me save kare??? plz… help me
….or you tube ke video kaise sd card ma save kare ….or apne khud ki website kaise banaye ok….plz… help all step
Sunny Singh says
mobile ki Internal Storage mai jaker, whatsapp wala folder mai jaker DATABASES ke naam se folder ayega osse copy kerlo SD Card mai
sagarsumesara says
sir me youtube ke video sd card me download karana chahta hu lekin sirf offline or online hi dikhata hai mene uc me bhi karake dekha nahi ho raha or youtube ki aap se bhi dekha usme bhi sirf offline dikhata hai kya karu muje sd kard ma save kavane hai
Sunny Singh says
YouTube Videos Kaise Download Kare
Satish verma says
Google pr apne photo kaise upload Kre
Sunny Singh says
Article ko follow kijiye.
Satish verma says
Google pr apne photo kaise upload Kre
Rahul kumar says
Hi
pankaj razz says
helo sir mera pic google+ pe dala huya image serch kar rha hu to nhi yata he plzz help me
HONEY SINGH says
main apni gamil id par apni images or contact no or video kaise save kar skta hu
pls tell me….