Vikas Plus

  • Basics
  • Blogger
  • Mobile
  • SEO
  • Adsense
  • Make Money
  • Hinglish
  • हिन्दी

Facebook Account ka Naam Kaise Change Kare 60 dino se pehle

August 26, 2015 By Nikhil Arora

Agar aapne galti se apni Facebook profile me banate wakt galat naam daal diya hai to tension mat ligiye Facebook par naam change karna bohot aasaan hai.

Sabse pehle upar right me diye “Down arrow” par click kare. Usme se setting select kare. Ab jo page khulega usme aapka naam likha huga, us naam par click kare.

Click karte hai ek box khul jayega, us box me apna naya naam daal kar “Review Chage” par click karde.

single-naam-badle-facebook

Ab verification ke liye Facebook aapse password poochega, Ab bas step ko follow kijiye of aapka naam sahi ho jayega.

password-daalkar-save-kare

Jaise ki mene kaha ki Facebook par naam change karna bhoto aasaan hai to kahi shararti log baar baar apna naam change karne ki koshish karte hai. Ise rokne ke liye Facebook ne limit lagadi hai ki doosri baar naam change karoge to apki 60 dino tak wait karna pad sakta hai.

Aur agar aap upar password wali photo me dekhoge to Facebook ne likha bhi hai ki aap 60 dino tak apna naam dubara change nahi kar sakte.

Lekin iska bhi mere pass tarika hai, to jante hai ki.

60 dino se pehle apna naam kaise change kare

Lekin dhyan rakhna ye tarika bhi bar bar karne se apki id hamesha ke liye block ho sakti hai. To ek baar hi use karo aur uske baad apne Facebook ke naam ke sath jada faltu ke pange mat lo. Aur haan is tarike se aapka poorana naam hi wapas aega, naya naam add nahi ho sakta.

Agar 60 din ki limit hai to https://www.facebook.com/ hacked par jaye.

Ab aapse Facebook password poochega, fir wo aapse naya password lagane ko kahega, kyoki hume is page par jakar Facebook ko kaha hai ki hamari id hack ho gayi hai.

Kuch bhi apni information change mat karna, continue karte hue kahi likha hoga ki recently changes your account name uspar click karo

Ab aapke saamne sabhi purane naamo ki list aa jayegi. Isme se apne puraana naam chuno aur continue par click kardo.

Is tarke ko use karke aap jitna cahe utni baar apna purana naam laga sakte hai. Lekin koi naya naam aad nahi kar sakte.

Agar is article mai aapko koi bhi problem ayi to neeche comment kare.

Thank you 🙂

Aage Padhe:

  1. Facebook Page kaise banate hai ?
  2. Facebook Group kaise banaye ?
  3. Facebook ke shortcuts >>

Filed Under: Social Network Tagged With: facebook, update

Comments

  1. Nabeel says

    October 30, 2015 at 10:27 am

    bhai continue krne k badd ..yha koi change account nam nhi aa rha ..plzz help me…?

    Reply
    • Vikas Plus says

      October 30, 2015 at 12:18 pm

      Apne Blog ka screen shot lekar hume send kr de …

      Reply
  2. zahid rock says

    November 20, 2015 at 2:23 pm

    bhai home page aaraha hai. olg name ki koie list nehi aya.. kya galat boldiya tum?

    Reply
    • Vikas Plus says

      November 20, 2015 at 2:40 pm

      Kya aap hume problem ka screen shot lekar bhej sakte hai. Esa ho sakta hai ki Facebook nai apne features mai kuch changes kiye ho, ya phir aapka case kuch alag ho. Aap Facebook ki team se bhi contact kar sakte hai, agar problem sahi nahi ho rahi hai to. Article padhne ke liye Thank You 🙂

      Reply
  3. kruzx chandora says

    December 31, 2015 at 1:01 pm

    Hmmm bhai facebook page per jiyada se jiyada like pane ke liye kiya karna hota he free me page per like kese payai plz help

    Reply
    • Vikas Plus says

      January 20, 2016 at 12:00 pm

      Facebook page par Zaada likes pane ke liye aapko Badiya quality posts likhni hoti hai, jo ki timeless ho aur trend me ho.
      aur In posts ko proper tarike se social networking site aur groups me sharing karte rahna bhi aaoko likes de sakta hai.

      Reply
  4. vishal says

    January 12, 2016 at 9:50 pm

    Mara name Facebook par Galt ho gaya hair ese sahi karna chahta hu

    Reply
    • Vikas Plus says

      January 20, 2016 at 11:42 am

      Apni facebook ID par aap settings me jaakar General account setting me jaakar apna name change kar sakte hai.
      Baaki information aap Is article ko pad sakte hai. Facebook par naam kaise change kare

      Reply
      • hasim khan says

        February 24, 2016 at 12:02 am

        Mera account apne aap locked ho gya ha uske kaise teek karte h bro …??

        Reply
      • Muhammad shafiq says

        November 3, 2016 at 2:03 am

        Me apna Gmail or pas apko send krta ho ap mery I’d verify kr den Bhai ap ka me shukar guzar rho ga

        Reply
        • Sunny Singh says

          November 3, 2016 at 10:23 am

          Bej dijiye mai try karta hu.

          Reply
  5. vijay kumar saini says

    February 4, 2016 at 8:42 am

    Gangapur rajasthan

    Reply
  6. Abu salba says

    February 27, 2016 at 2:26 pm

    Bhai mera facebook block ho gaya koi upay ya koi tips hai fir se account ko wapas lane man main ne kaise bbaar kar diya tha galti ho gai koi tips ho to batao please

    Reply
    • Sunny Singh says

      March 3, 2016 at 12:57 pm

      Facebook ne aapko koi time limit di hui hogi, aapka facebook account us time limit se baad hi open hoga.

      Reply
  7. Abhishek Bukrawal says

    April 8, 2016 at 9:52 am

    Bhaiya..mene apna neme change karne k liye yahi trick use ki..WWW.Facebook.com/hakes…
    aur ye trick mene phli baar use ki….mgr name to change hua ni..
    aur jb bhi me apni id aur password daal krr login krta hu to…khul nahi rahi h…
    Ye likha hua aa raha h…
    ‘Sorry, something went wrongo.

    We’re working on it and we’ll get it fixed as soon as we can.”

    Ye likha aa raha h…aur mene kisi aur id se apni id dekhi…to vo dikh to rahi h block nahi hui….mgr mujse khul nahi rahi….
    plz bhaiya meri help karo..
    Ya fir apka whatsApp no. do
    ya mera whtsapp no. lo 9897527933 aap plz muje add karo aur vaha prr solution btao ye problm ka…me bhot sad hu..meri id khul nahi rahi…

    Reply
    • Sunny Singh says

      April 11, 2016 at 2:18 pm

      aapki ID hack ho gayi hai shyaad

      Reply
  8. sunny says

    April 14, 2016 at 7:11 pm

    kahi pe nahi a rha hai resently change your account name…maine bahut kosis kiya nhi hua

    Reply
  9. TANVI says

    April 15, 2016 at 10:01 am

    AD PER CLICK KARANE KA ACHHA TARIKA HE

    Reply
  10. Atul says

    May 22, 2016 at 12:23 pm

    Stylist word kaise likhte h fb p

    Reply
  11. ravi nandal says

    May 23, 2016 at 12:24 pm

    Bhai.mane 60 din ke andr name change krna hai.
    Or jo name change krna hai..
    Vo pehla likha hai id me..
    To koi trika ho te ladlle bta de yr.
    Mane real name dal ke..
    Id verified krni hai.
    Urgent hai bhai.
    Jaldi bta yr

    Reply
    • Sunny Singh says

      May 24, 2016 at 10:36 am

      Toh aap humare article ko follow kar satke hai.

      Reply
  12. ravi nandal says

    May 23, 2016 at 12:26 pm

    Sorry ..galti se likh diya..

    Jo name mane change krna hai.
    Vo mane aaj se pehle kabhi nhi update kiya hai.
    To ho sakta hai kya..
    Kuch mera bhi

    Reply
  13. Dharmesh Rathor says

    June 1, 2016 at 4:03 pm

    muje 60 din se phle naam change krna h. Jo phle tha .muj se nhi ho RHA h. plz koi kr do plz.

    Reply
    • Sunny Singh says

      June 2, 2016 at 10:33 am

      Article ko follow kijiye.

      Reply
  14. Dipansh parmar says

    August 1, 2016 at 7:15 pm

    Fb pe stylish font kaise likhne hain bhai plz help.please help me on my email.

    Reply
  15. rishi says

    August 19, 2016 at 12:31 pm

    bhai meri id nam change krte smy hack ho gyi so abhi open nhi ho ri plzz kuch solution btao

    Reply
    • Sunny Singh says

      August 20, 2016 at 10:39 am

      Usko kuch samaye ki liye block kar do, uske baad jab open karo toh apni id password ko change karke open kijiye.

      Reply
  16. deepak says

    September 17, 2016 at 1:07 pm

    bhai name change to ho nhi rha h aur reacentlly change you name is naam se koi option nhi a rha h help me plz

    Reply
    • Sunny Singh says

      September 21, 2016 at 11:06 am

      Ye option desktop me aayga. Aap waha se try kar sakte hai.

      Reply
  17. Abhishek Malviya says

    December 19, 2016 at 11:01 am

    Mere I’d bloc ho gai he me kiya karu set

    Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

  • Facebook
  • Google+
  • Twitter
  • YouTube

Vikas Plus Search Kare

Categories

  • Adsense
  • Affiliate Marketing
  • Basics
  • Blogger
  • Business
  • Collection
  • Computer
  • Email
  • Government
  • Guest Post
  • Internet
  • Make Money
  • Mobile
  • SEO
  • Social Network
  • Web Browsers
  • Web Design
  • Wordpress
  • YouTube

Copyright © 2025 · Vikas Plus Media

  • Privacy Policy
  • About Us
  • Contact