Apne blog to Google par top pe laane ke liye aapko thodi bohot mehnat to karni hi padegi. Kyoki Google ke pehle page par kuch 10-12 websites hi aa sakti hai, unme apni jagha banae ke liye aapko esi cheeze likhni padegi jo log dhund rahe hai, aur aisi bhi jinhe log pasand kare, isliye […]
Blogger Blog Mai Google Translate Widget Lagaye
Agar aap Hindi me blogging kar rahe hai aur cahte hai ki English samajhne wala vyakti bhi aapka blog padhe to aap Blogger ke Google Translate Gadget kar istimall kar sakte hai, ye toh aapko apne hindi blog ko dunia ki kisi bhi bhasha me convert karne me help kar sakta hai. Hindustan ki sabhi […]
Blogger mai Facebook Like box lagaye
Lagbhag har Website par aajkal aapko Facebook likebox laga mil jaega. Facebook likebox ka ye fayada hai ki aapke Blog par aane wala vyakti aapke blog ko bina chode aapka Facebook page like kar sakta hai. Aur like box par bane cehre dekh kar wo aapka page like karne ke liye aur jada aakarshit ho […]
Blogger par Favicon Kaise Lagaye.
Jab aap kisi bhi browser me internet use karte hai, to upar tab me chota sa icon bana hota hai, us icon ko Favicon icon kehte hai. Agar aapka blog blogger par hai to upar ek orange color me choto sa “B” bana hoga, ye “B” filahaal ke liye aapka favicon icon hai. Is image […]
Blogger Navbar kya hai aur Use Kaise Hataye
Blogger Navbar kya hai? Blogger kyoki ek free blogging website hai. To blogger wale apne Ad karne ke liye apne jo default templates hai un par sabse upar ek Apne navbar menu laga deti hai. Lekin agar aapko Blog bilkul aisa banana hai ki wo apka hi lage free ka nahi to navbar hata dena […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 8
- 9
- 10
- 11
- 12
- Next Page »