Hindi waale log sabhi Computer internet ke maamle me fase pade hai. Kyoki hume Hindi aasani se samajh aati hai lekin internet par jadatar cheeze english mai hai, aur to aur hamare keyboard bhi english me hai jisse ki Hindi me type karna mushkil ho jata hai. Aaj hum ek aise tool ke baare me […]
Mobile Phone ka Itihaas.
Aaj ke Aadhunik yug me busy life me hum apne dosto aur ristedaaro ke sath zaada time nahi bita pate hai. kyoki kabhi office se chutti nahi milti toh kabhi hmara mann nahi hota kahi par bhi jane ke liye, kyuki hafte bar ki mahnat ke baad hum chate hai ki kuch araam ke pal […]
Internet.org Kya Hai
Aapne TV par internet.org ka Ad dekha hi hoga. Lekin bohot kum logo ko pata hai ki internet.org asal me hai kya cheez. Agar aap India mai rehte hai to aapko jaroor pata hona cahiye ki internet.org kya hai. Internet.org ek sanstha hai jo ki Facebook ne banayi hai kuch aur companies ke sath milkar. Internet.org […]
Google Drive Kya Hai?
Kya aap apni Files ko kisi aisi jagha par rakhna cahte hai jaha se aap unhe kabhi bhi, kahi bhi nikal sakte hai. Aapko na to pen drive ki jaroorat ho aur na hi kahi copy karne ki, bas aapke pass apne account ka id password hona cahiye. Google drive Google ki ek aisi service […]
Faltu Email Kaise Roke Unsubscribe ke dwara
Internet par itni saari website hai jinpar hum apni ID banate hai. Aur aapne apne Email mai ye baat to notice ki hi hogi ki kitne saare faltu emails aate hai Agar aap apne Inbox me itne saare faltu ke Email dekhkar pareshan hai to ye article aapke liye hai. Bohot se log jo Internet […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 12
- 13
- 14
- 15
- 16
- 17
- Next Page »