Aapne Google par search likh kar to kari hi hogi, lekin kya aapko pata hai ki Google par image dwara bhi search ki ja sakti hai. Google image search ke ye fayada hai ki aap kisi bhi image ki jaankari Internet par prapt kar sakte hai. Jaise ki agar aap Taj Mahal ki images ko […]
Facebook par Popular hone ke 7 Tarike
Facebook ek online duniya hai, yaha har vyakti Facebook alag alag dhang se karta hai. Koi apne dosto se connected rehne ke liye, koi apne Business ko promote karne ke liye aur koi duniya ki khabar rakhne ke liye. Facebook hum sabko jodta hai. Lekin facebook ke sath ek problem ye hai ki aapki updates har […]
Apne Mobile ko Virus Mukt rakhne ke tarike
Apne Android phone ko virus free rakhna bohot jaroori hai, kyoki hackers hamesha kayi naya virus banakar aapki private information nikalne ki koshish karte rehte hai. Lekin aap kuch aasaan se tarike lagakar apne mobile ko virus ke attach se bacha sakte ho. Android Phone ko Virus se bachane ke tarike Neeche diye gaye kuch […]
Zip Documents kya hai aur Unzip kaise kare
Agar aap Internet se cheeze download karte rehte hai to aapni kabhi na kabhi ‘zip’ file download ki hi hogi. Mai to kahuga agar aap internet se sambandhit koi bhi kaam karte hai to aapko jadatar zip files hi download karne ko milegi. Zip file ki extension .zip hoti hai. Zip File kya hai Zip […]
Cyber attack ka Shikar Banne se kaise bache
Internet par sabse jada hone waala Cyber attack Phishing scam hai. Phishing scam wo hota hai jab cyber-criminals aapko dhokha dekar aapki personal information nikalwal lete hai. Phishing scam sabse jada Email, Website, SMS aur Call ke dwara hota hai. Ye log aapko contact karke esa dikhane ki koshish karte hai ki ye ek badi […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 10
- 11
- 12
- 13
- 14
- …
- 34
- Next Page »