Do Facebook account ek hi Mobile app par manage karna bohot ki dikkat waali baat hai, kyoki hame baar baar ek se doorse account me login karna padhta hai. Jisse hamara kaafi time waste hota hai, aur sath hi Data bhi jada jaldi khatan ho jata hai. Agar aapke pass Facebook ke 2 account hai […]
Facebook Account ka Data Backup kaise kare
Kya aap Facebook account delete karne waale hai ya Hack hone ke dar se apne Facebook account ka data backup karna cahte hai, to mai aapko batana cahta hu ki Facebook se backup lena bahut hi aasaan hai. Aap me se kayi logo ne Facebook profile kayi saalo pehle banayi hogi, aur ab tak bohot […]
Ek Computer mai Do Facebook Accounts Kaise Chalaye
Do scenes ho sakte hai. Ya to aapka ek aur Facebook account hai ya phir aapke kisi dost ko aapke computer me Facebook chalana hai. Dono cases me aapko doosra Facebook account chalane ke liye pehla Facebook account logout karna padhta hai. Is post me mai aapko dono cases ke liye alag alag solution batauga. […]
Facebook par Popular hone ke 7 Tarike
Facebook ek online duniya hai, yaha har vyakti Facebook alag alag dhang se karta hai. Koi apne dosto se connected rehne ke liye, koi apne Business ko promote karne ke liye aur koi duniya ki khabar rakhne ke liye. Facebook hum sabko jodta hai. Lekin facebook ke sath ek problem ye hai ki aapki updates har […]
Facebook Status Update Ko Schedule Kaise Kare
Agar hum apni Facebook profile ko active rakhna cahte hai aur logo par apna trust banana cahte hai to hume apni Facebook profile par din me 2-3 bar kuch na kuch daalte rehna cahiye. Lekin kabhi kabhi aisa hota hai ki time nahi mil pata. Hum is problem ko solve karne ke liye apni posts […]
- « Previous Page
- 1
- 2
- 3
- 4
- …
- 7
- Next Page »