Mai apna password har 3-4 mahine baad change kar leta hun. Aap soch rahe hoge kyo? Kyoki dunia bhar ke Hacker ya aapke dost wagara, hamesha aapka account kholne ki koshish karte rehte hai, to password change karne se aapka account safe rehta hai. Kabhi kabhi aap apna password kisi ko bata dete hai, tab bhi aapko apna password change kar lena cahiye, kyoki doosra vyakti aapke password ka galat fayada bhi utha sakta hai.
Gmail ka password kaise badle
Google Gmail ka password change karne ke liye sabse pehle mail.google.com apne Gmail account mai login kare.
Apni ID password daalkar Sign In kare
Sign in Karne ke baad upar right corner me jakar gear button par click kare. Ek dropdown khul jaega, is dropdown me se Settings par click kare
Settings me jakar Account Tab par click kare
Account tab kholkar Change password par click kare. Aur change password par click karte hi ek naya page khul jayega. Is page me dobara se apna password bhare.
Ab Gmail aapko apka naya Password dalne ko kahega, Dono fields me naya password daal kar, CHANGE PASSWORD par click karde.
Change password par click karte hi aapka password change ho jayega.
Bas itna hi simple hai. Mai to ye kahuga ki aapko bhi apna password kuch 2-3 mahine baad change karte rehna cahiye, Isse aapki Gmail Id jaada surakshit rahegi.
Agar aapko is article mai kuch bhi problem hui hai to neeche diye gaye box mai apne comment daale. Aur hamari team aapko jald se jald reply karne ki koshih karegi. Thank You for reading this article.
Ye bhi padhe:
- Facebook ka password kaise change kre ?
- Gmail Accout Delete kaise krte hai ?
- Sarkari result ke liye free Best websites ?
sir mai apne gmail ka mo.number change karna chahta hu kaha se karu plese batayiye,
Iske liye aap gmail ke right conrner me bane drop down menu me jaakar setting par click kar phir aap account and import me jaakar apne gmail ID ka mo. no change kar sakte hai.
me apne gmail ka password bhul gya hu kya karu
Not a big problem amit
Follow these simple steps in this post.
Hi sir Meru gmail Id block hogayi hain me use unblock kaise karu plz sir
Hi sir Meri gmail Id block hogayi he plz sir me gmail ko kaise unblock karu plz Mujhe ek naya gmail bana ke deso sir plz
Ager aapki gmail id block ho gayi hai toh nayi id bana sakte hai, ID tab hi block hoti hai, jab aap google ki terms aur conditions ko follow nhi karte.
hello yaar mera gamil id reconize keliye khe raha he kya kare isme
Toh aap usko recognize kar sakte hai.
Me apne gmail account ka pas ward Chang karnataka chahte hu
Iske liye aap article ko follow kar sakte hai.
Mai apna gmail ka pasword bhul gya hu ar mera gmail ac khula hua haimere mobile pr mujhe pasword pta krna hai
Ye toh bhut hi simple hai, mail.google.com par jaye phir pehli field me apni E-mail ID daale, uske baad next par click kare. Phir jo field khulegi uske neeche Forget password ka option aayga bas us par click kar ke baaki ka processger follow kijiye. Aapka password change ho jayga.
Nhi bta ra he
Problem kya aa rahi hai ye bhi bataya aapne kya email nhi aa raha hai ya OTP nhi aa raha hai ? Plz tell me first.
hame gmail id aur pasword nahi malum hai bus itna bata dijiea apna mobile on kaise kare
Me mera gmail a
Pasword bol gya ho koi soloshan
mene apne mobile ke email app se Email id banai he lakin google.com par jakar nahi banai to kya vo ek hi bat he ya nayi id banani padegi or mob
me inbox direct khulta he isko bhi logout karna he plz help me
Ji ha amit ek hi baat hai, agar aapne apne mobile par gmail ID banai hai toh aapko compurter par ID banae ki koi zarorat nhi hai. aur aapka account logout isliye nhi hota kyuki aapko android phone aapki ID se chalta hai.
sir new simcard se balance transfer nahi kar sakte hai kya
Nhi.
hello sir mera ek gmail hai jo ki mai pass bilkul bhool gya hoo aour jis no se banaya tha wo no b ni hai and jo pahali bar pass dala tha wo b yaad ni hai kyaa karu sir plz hlp me bahoot jaroori hai kholana usako
forget password me jaakar aap usme e-mail wala option try kr skate hai. Jo ki e-mail ID aapne apna gmail account banate time alternate ke tor par daali hogi.
Sir me apna password bhul gaya hu aur muje wahi password chahiye kyu mera Mobile wahi e mail id se chal raha hai
Toh aap forget password par jakr steps ko follow kar sakte hai.
Sir mere fon me gmail logout nhi hota or mujhe password change krne h direct inbox k msg show hote h or gear button hi nhi h to m password change kaise kru
Mobile me aapka password change nhi ho sakta, phir bhi agar aapka password change karna hi hai toh aap apne mobile ke kisi dusre browser me jaakar change kar sakte hai.
Sir vo kaise
jab aap sign in karti hai toh usme apna user id daal kar forget password kar de .
uske baad agle step me forget my password par click karke aage ke steps ko follow kar sakti hai.
Sir mere fon me gmail logout nhi hota or direct inbox k msg show hote h or kahi gear button hi nhi dikhta or mujhe password change krne to kaise kru
Mobile me aapka password change nhi ho sakta, phir bhi agar aapka password change karna hi hai toh aap apne mobile ke kisi dusre browser me jaakar change kar sakte hai.
sahi hai bro write karte raho
Thank you sandeep
Sir main apne gmail ka password bhul Gya hu mujhe password changer karna hai kaise karu
Is article me humne yahi bataya hua hai ki kaise password change kare. kripya is article ko dhyaan se padhe :
sir
me apna gmail account ka password bhul gya
ESE reset kese karu
sir help me please
Is article ko follow kijiye
Sar me password forget karta hu to uska new password kha aayega
Sir mai apne gmail ka pw bhul gaya hoo ,lekin mere pas vo no.hai plz help me.
ha toh article me bataye gaye steps ko follow kijiye.
m apna gmail pswd bul gyi hu to kese chng kru
Follow this article
or m n jese aap n btya v s b chng kuya bt us m day n mnth tik s yd ni h to aage ki procecing ni ho ri h
sir mujhe apna paswrd chnge karna hai kiya app mujhe bata sakte hain??
Article ko follow kijiye
sir mera pasword chnage karna hai ma kese change karu
Article ko padh toh lijiye pehle
sir mera acount ka pasword mujhe pata hai but mere dost ko bhi pata hai wo kabhi bhi hack kar sakta hai kiya app bataige mujhe mai apna password kese change karu mujhe paswrd change krna nhi atta hai
Gmail ka Password Kaise Change Kare
Is article se aapko bhut help milegi.
Sir , mujhe apne gmail ka pswrd ni pta …mai bhul gya hu. .to mai apna pswrd kaise change kru bcoz jb v mai forgotten pswrd krta hu to usme bolts h ki last time KB open kiya tha ya created KB kiya tha ..jo ki mujhe pta nhi ki maine KB created kiya tha ya KB open kiya tha last time …to aage ki processing ho ni pati ..so plz helm me sir ki mai apna gmail kaise open kru ..bcoz mera fb account “Temporarily locked” bta RHA h isliye gmail open kRNA bht zaruri h …
Ab ye open nhi ho sakta kyuki google ki yahi policy hai, jise dwara wo kaam karta hai.
thanks sunny g mera tenson khatam ho gaya aapki is post se kabhi time mile to hamare site pe jarur aayega aur wahi par maine top hindi top bloggers bloggers ki post dali hai jisme aapki site bhi hai aap waha comment jarur kare thanks
ok
Sir muje mere blog par dusra Gmail id change karni hai kaise chanhe hogi
Sabse pahle aap blogger dashboard par jaye. Ab drop down menu select kar settings > basic par click kare. Yaha Permissions option ka option hoga us par scroll kare or ye step follow kare.
+Add authors par click kare.
Ab aap jis email id par apna blog transfer karna chahate ho wo email address add kare.
Invite authors par click kare.
Ab aapne jo email address enter kiya tha us par ek author invitation ka message aayega. So apne gmial inbox ko open karke us message ko open kare or author invitation ko accept kare.
Author invitation accept karne ke bad aapko new email address wale author ka role change karna hai. So ab aap fir se blogger dashboard > settings > basic > permissions par jaye.
author par click kare.
drop down me admin par click kare. Done.
Thanks is useful information ke liye
Sir apne jo template use kar rakhi he usko muje email par send kar sakte ho kya
Sir mere blog ki jo bhi post he google search me sirf post title me jo post ka title hota he usko search karne par hi aata he
But post ki body me jo bhi likha hota he usme se search karne par google search me nahi ata kyu sir
Plz tel me thanks
Blog post ko Google, Bing, Search Engine se kaise jode
Sir mene jode di he leki meri post ka title serch karne par hi google post show karta he lekin post ki body me se koi line serch engin me search karne par nahi aata
Sir mera blog Dharm se he to muje bhagwan devi- devta ki image kaha se lau jo copyright nahi ho
Jo bhi acchi images hoti h wo paid hi hoti hai toh iske liye aap internet par search kr sakte hai kyuki iske liye aapko koi indian website hi chahiye hogi jo ki internet par asaani se mil jaani chahiye
Main apna password bhool gya hon mera email bhi cheng ho gya h jo no mere fb pe h wo no bhi Cheng ho gya h ab mujhe kya krna chahiye plzzz help me sar
Sir mere blog par mene chitika ke ads lagaye he par ab me unko remove karna chahta hu
Mene post se to ads remove kar diye he par html& java me jo ads ke code lagaye the vo side bar me show ho rahe he vo kaise remove honge
Plz help mene puri koshis ki lekin remove nahi ho tahe he
Kya app chitika ke ads remove kar sakte ho kya
aapen jis widget me chitika ke code add kiye hai aapko sabse pehle usko remove karna hoga.
Sir mjhe apni Email ka user name change krna hai kaise kru.. Help me
Wo change nhi hota.
sir muje yeh pta krna hai jaise ki kisi ke laptop me mri email id khuli reh gyi hai .me kaise use lagout kroo yaha se …muje ye pta krna hai agr me passwird change kru toh sb laptop se lagout ho skti hai wo fb ki trha
Ha toh aap aise hi kar sakte hai, aur koi tarika nhi hai.
sir mene apna pasword chang kya ta av m usko bhol gya ho av meko kya krna cahiye………….plzz tell me sir
Toh neeche diye gaye forget password par click par karke aap us password ko recover bhi kar sakte hai.
Sir mai apna gmail ka pasword bhul gya hu aur yad bhu nhi aur jo number dala tha wo bhi nhi yad kaise kru bht try kr dala pr chenj nhi horha aapkuch btaye jisse chenj hojahe pasword please sir
Usme ek recovery question aata hai, jiska answer aapko jab aap id banate hai tab daalna padta hai, ager aapko wo answer yaad hai toh aap apni id ka password recover kar sakte ho.
mujhe apna gmail id delet karni nahi kese hogi
Me apna Gmail I’d name change karna chahta ho
Iske ander name change nhi hota hai.
Sir…mane ek yahoo pet I’d bnayi thi but WO 6-7 phale bni thi usey mane fb I’d bi bnayi but problem ye hai WO I’d jis no se bani hai WO no nhi hai or mai uska pswd bhul gya hu m kya kru ki meri yahoo.com ki I’d vapus m open ker SKU….plzz btao
Aap yahoo id open karke uske ander aane wale forget password ko click karke apna password recover kar skate hai.
hello sir gmail ka password bhul gya hu or gmial me jo phone no diye hue h vo sim band h to isko kaise khole plzzz help me
Article ko dhyaan se padhe.
bhai hamare mobile pe gear botton nahi bata raha kaise kare
Sir me apna gmail password bhhool gya… ab kya kru,,,
or me forggot password par click kr rha to wo purana password maang rha,, m kese karu
Dj kaise bnaye
Hyy
sir meri jo gmail id ka passward h vo bhul gya hu or jo sim nob. Dala h vo ab band ho gya h.. Sir ab gmail ka passwad kre change kse…
plzz btaeye
Toh email address ke steps ko follow kar lijiye.
Sir ya aapke banner website bnawaye me koi kami hai website bawaye likh kar aa raha hai
Ok, waise humne wo change kar diya hai.
sir mera email id ka password nahi yad and jis number se banaya vah number bhi h kaise password pta kare ham plz help me only emil pta jis number bnaya tha number yad h but nahi sim tut gyi to bataye kaise ho mera id email akash031525@gmail.com and 7897031525h but nahi h plz sir mera email chahiye?
Agar aapko email pata hai toh aap gmail.com par login karke password wale option me forget password ka ek option aata hai, toh aap us option par click karke aage ke producure ko follow kar sakte hai.
apni age kaise change krte hai
Helloo sir me apna gmail ac ka possword bhul gya hu
aur meine jo no daregisterd kiya tha wo bhi band ho gya hai
pleas kya karu