Bohot se log Facebook chatting karte hai leking unhone kabhi Facebook ka calling feature use nahi kiya hai. Facebook ka calling feature use karne se aap apne Mobile calling ke kaafi paise bacha sakte hai. Facebook ne Video call aur Audio call dono ke feature nikale hai. Aap video calling karke aapne dosto ka cehra […]
Skype Kaise Chalaye (Use Kare)
Hume apne pichle article me skype ki id banai seekhi hai, Lekin ID banane ke baad use Istimaal bhi karna aana cahiye. Is article me hum seekhege ki Skype Id dwara doorse logo se kaise judte hai, kis tarhan Audio aur Video calls karte hai, kaise apni profile edit karte hai aur kaise hum apne […]
Internet.org Kya Hai
Aapne TV par internet.org ka Ad dekha hi hoga. Lekin bohot kum logo ko pata hai ki internet.org asal me hai kya cheez. Agar aap India mai rehte hai to aapko jaroor pata hona cahiye ki internet.org kya hai. Internet.org ek sanstha hai jo ki Facebook ne banayi hai kuch aur companies ke sath milkar. Internet.org […]
Google Drive Kya Hai?
Kya aap apni Files ko kisi aisi jagha par rakhna cahte hai jaha se aap unhe kabhi bhi, kahi bhi nikal sakte hai. Aapko na to pen drive ki jaroorat ho aur na hi kahi copy karne ki, bas aapke pass apne account ka id password hona cahiye. Google drive Google ki ek aisi service […]
Faltu Email Kaise Roke Unsubscribe ke dwara
Internet par itni saari website hai jinpar hum apni ID banate hai. Aur aapne apne Email mai ye baat to notice ki hi hogi ki kitne saare faltu emails aate hai Agar aap apne Inbox me itne saare faltu ke Email dekhkar pareshan hai to ye article aapke liye hai. Bohot se log jo Internet […]
- « Previous Page
- 1
- …
- 18
- 19
- 20
- 21
- 22
- …
- 34
- Next Page »